Qatil Ke Kuche Mein Hama-tan Jaun Ban Ke Panw, Urdu Ghazal By Munshi Debi Parshad Sahar Badayuni

Qatil Ke Kuche Mein Hama-tan Jaun Ban Ke Panw is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Munshi Debi Parshad Sahar Badayuni. Qatil Ke Kuche Mein Hama-tan Jaun Ban Ke Panw comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Qatil Ke Kuche Mein Hama-tan Jaun Ban Ke Panw on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

قاتل کے کوچہ میں ہمہ تن جاؤں بن کے پاؤں

منشی دیبی پرشاد سحر بدایونی

قاتل کے کوچہ میں ہمہ تن جاؤں بن کے پاؤں

مر کر ہی تاکہ سو تو ذرا پاؤں تن کے پاؤں

کیوں کر رکھوں میں سیر کو اندر چمن کے پاؤں

اک عمر سے تو ہو رہے خوگر ہیں بن کے پاؤں

بھاری ہیں نازکی سے جو مہندی میں سن کے پاؤں

کہتے ہیں کر دیے مرے کیوں لاکھ من کے پاؤں

کیا ساتھ میرا دشت نوردی میں کر سکے

دو چار چوکڑی میں گئے تھک ہرن کے پاؤں

ہاتھوں کو ہے ہوا سے گریباں دری ہنوز

صحرا طلب ہیں مر کے بھی اندر کفن کے پاؤں

آنا ہے دیر دیر تو جانا ہے جلد جلد

رفتن کے اور ہیں ترے اور آمدن کے پاؤں

صدمہ سے ہاتھ کے کہیں گٹا اتر نہ جائے

کیوں کر دباؤں اس بت نازک بدن کے پاؤں

اے دل تو دیکھ اس کی سر زلف میں نہ جا

ناداں ہے سر پہ جو رکھے کالے کے پھن کے پاؤں

کچھ آج یہ بھی آتا ہے رندو پئے ہوئے

پڑتے ہیں بہکے بہکے جو شیخ زمن کے پاؤں

پہنچا ہے اب تو سحرؔ کلام اپنا دور دور

شہرت سے لگ گئے ہیں ہمارے سخن کے پاؤں

منشی دیبی پرشاد سحر بدایونی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Qatil Ke Kuche Mein Hama-tan Jaun Ban Ke Panw

Munshi Debi Parshad Sahar Badayuni

qatil ke kuche mein hama-tan jaun ban ke panw
mar kar hi taki so to zara paun tan ke paon

kyunkar rakhun main sair ko andar chaman ke panw
ek umr se to ho rahe KHugar hain ban ke panw

bhaari hain nazuki se jo mehndi mein san ke panw
kahte hain kar diye mere kyun lakh man ke panw

kya sath mera dasht-nawardi mein kar sake
do-chaar chaukDi mein gae thak hiran ke panw

hathon ko hai hawa se gareban-dari hanuz
sahra-talab hain mar ke bhi andar kafan ke panw

aana hai der der to jaana hai jald jald
raftan ke aur hain tere aur aamdan ke panw

sadme se hath ke kahin gaTTa utar na jae
kyunkar dabaun us but-e-nazuk-badan ke panw

ai dil tu dekh us ki sar-e-zulf mein na ja
nadan hai sar pe jo rakhe kale ke phan ke panw

kuchh aaj ye bhi aata hai rindo piye hue
paDte hain bahke bahke jo sheKH-e-zaman ke panw

pahuncha hai ab to 'sehr' kalam apna dur dur
shohrat se lag gae hain hamare suKHan ke panw

(398) ووٹ وصول ہوئے

More Munshi Debi Parshad Sahar Badayuni Poetry

کہیں کیا کہ کیا کیا ستم دیکھتے ہیں

Munshi Debi Parshad Sahar Badayuni - منشی دیبی پرشاد سحر بدایونی

Kahen Kya Ki Kya Kya Sitam Dekhte Hain

جو تیرے گنہ بخشے گا واعظ وہ مرے بھی (ردیف .. ر)

Munshi Debi Parshad Sahar Badayuni - منشی دیبی پرشاد سحر بدایونی

Jo Tere Gunah Bakhshega Waiz Wo Mere Bhi

قشقہ نہیں پیشانی پہ اس ماہ جبیں کے (ردیف .. ا)

Munshi Debi Parshad Sahar Badayuni - منشی دیبی پرشاد سحر بدایونی

Qashqa Nahin Peshani Pe Us Mah-jabin Ke

شاید مزاج ہم سے مکدر ہے یار کا (ردیف .. ط)

Munshi Debi Parshad Sahar Badayuni - منشی دیبی پرشاد سحر بدایونی

Shayad Mizaj Humse Mukaddar Hai Yar Ka

وصل سے تب بھرے ہمارا پیٹ

Munshi Debi Parshad Sahar Badayuni - منشی دیبی پرشاد سحر بدایونی

Wasl Se Tab Bhare Hamara Pet

سبحہ سے مطلب نہ کچھ زنار سے

Munshi Debi Parshad Sahar Badayuni - منشی دیبی پرشاد سحر بدایونی

Subha Se Matlab Na Kuchh Zunnar Se

زینت عنواں ہے مضموں عالم توحید کا

Munshi Debi Parshad Sahar Badayuni - منشی دیبی پرشاد سحر بدایونی

Zinat-e-unwan Hai Mazmun Aalam-e-tauhid Ka

ہجوم رنج و غم و درد ہے مروں کیوں کر (ردیف .. ے)

Munshi Debi Parshad Sahar Badayuni - منشی دیبی پرشاد سحر بدایونی

Hujum-e-ranj-o-gham-o-dard Hai Marun Kyunkar

You can read Qatil Ke Kuche Mein Hama-tan Jaun Ban Ke Panw written by Munshi Debi Parshad Sahar Badayuni at UrduPoint. Qatil Ke Kuche Mein Hama-tan Jaun Ban Ke Panw is one of the masterpieces written by Munshi Debi Parshad Sahar Badayuni. You can also find the complete poetry collection of Munshi Debi Parshad Sahar Badayuni by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Munshi Debi Parshad Sahar Badayuni' above.

Qatil Ke Kuche Mein Hama-tan Jaun Ban Ke Panw is a widely read Urdu Ghazal. If you like Qatil Ke Kuche Mein Hama-tan Jaun Ban Ke Panw, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.