Kaun Kahta Hai Gham Musibat Hai, Urdu Ghazal By Nadir Shahjahanpuri

Kaun Kahta Hai Gham Musibat Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Nadir Shahjahanpuri. Kaun Kahta Hai Gham Musibat Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Kaun Kahta Hai Gham Musibat Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کون کہتا ہے غم مصیبت ہے

نادر شاہجہاں پوری

کون کہتا ہے غم مصیبت ہے

یہ بھی مولا کی خاص رحمت ہے

لوگ کیوں زندگی پہ مرتے ہیں

میرے حق میں تو یہ قیامت ہے

حیلہ جوئی ہے اس کی رحمت کی

کب عبادت کوئی عبادت ہے

شکر نعمت کا جب نہیں کرتا

کیوں مصیبت کی پھر شکایت ہے

مجھ سے بد تر بہت ہیں عالم میں

قابل رشک میری حالت ہے

قلب مومن نہ غم سے گھبرائے

سنتے ہیں بعد رنج راحت ہے

مجھ سے ہوتی نہیں غزل نادرؔ

اس قدر مضمحل طبیعت ہے

نادر شاہجہاں پوری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kaun Kahta Hai Gham Musibat Hai

Nadir Shahjahanpuri

kaun kahta hai gham musibat hai
ye bhi maula ki KHas rahmat hai

log kyun zindagi pe marte hain
mere haq mein to ye qayamat hai

hila-jui hai us ki rahmat ki
kab ibaadat koi ibaadat hai

shukr neamat ka jab nahin karta
kyun musibat ki phir shikayat hai

mujh se bad-tar bahut hain aalam mein
qabil-e-rashk meri haalat hai

qalb-e-momin na gham se ghabrae
sunte hain baad-e-ranj rahat hai

mujh se hoti nahin ghazal 'nadir'
is qadar muzmahil tabiat hai

(517) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Kaun Kahta Hai Gham Musibat Hai written by Nadir Shahjahanpuri at UrduPoint. Kaun Kahta Hai Gham Musibat Hai is one of the masterpieces written by Nadir Shahjahanpuri. You can also find the complete poetry collection of Nadir Shahjahanpuri by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Nadir Shahjahanpuri' above.

Kaun Kahta Hai Gham Musibat Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kaun Kahta Hai Gham Musibat Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.