Muztarib Aur Hua Zauq-e-nazar AaKHir-e-shab, Urdu Ghazal By Nafees Ahmad Sahar

Muztarib Aur Hua Zauq-e-nazar AaKHir-e-shab is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Nafees Ahmad Sahar. Muztarib Aur Hua Zauq-e-nazar AaKHir-e-shab comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Muztarib Aur Hua Zauq-e-nazar AaKHir-e-shab on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

مضطرب اور ہوا ذوق نظر آخر شب

نفیس احمد سحر

مضطرب اور ہوا ذوق نظر آخر شب

بند امید کے سب ہو گئے در آخر شب

اے اسیران قفس میرے علاوہ تم کو

کوئی دے گا نہ بہاروں کی خبر آخر شب

ہم سے ہوتا بھی علاج دل بیتاب تو کیا

اور بڑھتا ہی گیا درد جگر آخر شب

جو غریبوں کے ہیں ہمدرد انہیں یاد نہیں

کتنے لوگوں کے جلائے گئے گھر آخر شب

زندگی قابل تعظیم بنی دنیا میں

ان کے جلوؤں سے جو ٹکرائی نظر آخر شب

فہم و ادراک کے اجزائے پریشاں کی قسم

رنگ لایا مرے نالوں کا اثر آخر شب

اس طرح بہہ چلے آنکھوں سے مسلسل آنسو

ہو سحرؔ جیسے ستاروں کا سفر آخر شب

نفیس احمد سحر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Muztarib Aur Hua Zauq-e-nazar AaKHir-e-shab

Nafees Ahmad Sahar

muztarib aur hua zauq-e-nazar aaKHir-e-shab
band ummid ke sab ho gae dar aaKHir-e-shab

ai asiran-e-qafas mere alawa tum ko
koi dega na bahaaron ki KHabar aaKHir-e-shab

hum se hota bhi ilaj-e-dil-e-betab to kya
aur baDhta hi gaya dard-e-jigar aaKHir-e-shab

jo gharibon ke hain hamdard unhen yaad nahin
kitne logon ke jalae gae ghar aaKHir-e-shab

zindagi qabil-e-tazim bani duniya mein
un ke jalwon se jo Takrai nazar aaKHir-e-shab

fahm-o-idrak ke ajza-e-pareshan ki qasam
rang laya mere nalon ka asar aaKHir-e-shab

is tarah bah chale aankhon se musalsal aansu
ho 'sahar' jaise sitaron ka safar aaKHir-e-shab

(388) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Muztarib Aur Hua Zauq-e-nazar AaKHir-e-shab written by Nafees Ahmad Sahar at UrduPoint. Muztarib Aur Hua Zauq-e-nazar AaKHir-e-shab is one of the masterpieces written by Nafees Ahmad Sahar. You can also find the complete poetry collection of Nafees Ahmad Sahar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Nafees Ahmad Sahar' above.

Muztarib Aur Hua Zauq-e-nazar AaKHir-e-shab is a widely read Urdu Ghazal. If you like Muztarib Aur Hua Zauq-e-nazar AaKHir-e-shab, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.