Mohabbaton Mein Hatheli Pe Le Ke Sar Aae, Urdu Ghazal By Nafees Bano

Mohabbaton Mein Hatheli Pe Le Ke Sar Aae is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Nafees Bano. Mohabbaton Mein Hatheli Pe Le Ke Sar Aae comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Mohabbaton Mein Hatheli Pe Le Ke Sar Aae on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

محبتوں میں ہتھیلی پہ لے کے سر آئے

نفیس بانو

محبتوں میں ہتھیلی پہ لے کے سر آئے

بلا کشان جنوں کیسے بے خطر آئے

تلاش وہ کرے خوشیاں کہ شوق ہے اس کا

غموں کو لے کے جیوں مجھ کو یہ ہنر آئے

میں جاگوں خواب سے تو سامنے اسے دیکھوں

مرے نصیب میں ایسی کوئی سحر آئے

ذلیل کر ہی دیا اس نے میرے جذبوں کو

وہ جس پہ ہم تو سبھی کچھ نثار کر آئے

یہ جرم مجھ سے ہوا تھا سزا بھی میں بھگتوں

تمام عشق کے الزام میرے سر آئے

یہ کیا کہ آنکھوں کی راہوں سے دل میں آتا ہے

کبھی سڑک سے گزر کر ہمارے گھر آئے

نفیس بانو

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Mohabbaton Mein Hatheli Pe Le Ke Sar Aae

Nafees Bano

mohabbaton mein hatheli pe le ke sar aae
bala-kashan-e-junun kaise be-KHatar aae

talash wo kare KHushiyan ki shauq hai us ka
ghamon ko le ke jiyun mujh ko ye hunar aae

main jagun KHwab se to samne use dekhun
mere nasib mein aisi koi sahar aae

zalil kar hi diya us ne mere jazbon ko
wo jis pe hum to sabhi kuchh nisar kar aae

ye jurm mujh se hua tha saza bhi main bhugtun
tamam ishq ke ilzam mere sar aae

ye kya ki aankhon ki rahon se dil mein aata hai
kabhi saDak se guzar kar hamare ghar aae

(450) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Mohabbaton Mein Hatheli Pe Le Ke Sar Aae written by Nafees Bano at UrduPoint. Mohabbaton Mein Hatheli Pe Le Ke Sar Aae is one of the masterpieces written by Nafees Bano. You can also find the complete poetry collection of Nafees Bano by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Nafees Bano' above.

Mohabbaton Mein Hatheli Pe Le Ke Sar Aae is a widely read Urdu Ghazal. If you like Mohabbaton Mein Hatheli Pe Le Ke Sar Aae, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.