Kabhi Baatil Ko Haq Aur Haq Ko Hum Baatil Samajhte Hain, Urdu Ghazal By Naim Hamid Ali

Kabhi Baatil Ko Haq Aur Haq Ko Hum Baatil Samajhte Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Naim Hamid Ali. Kabhi Baatil Ko Haq Aur Haq Ko Hum Baatil Samajhte Hain comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Kabhi Baatil Ko Haq Aur Haq Ko Hum Baatil Samajhte Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کبھی باطل کو حق اور حق کو ہم باطل سمجھتے ہیں

نعیم حامد علی

کبھی باطل کو حق اور حق کو ہم باطل سمجھتے ہیں

مراد اہل دل کو صرف اہل دل سمجھتے ہیں

دل بے مدعا ہی مدعائے زیست ہے اپنا

اسی بے حاصلی کو زیست کا حاصل سمجھتے ہیں

یہ تیرا نور وہ تیرا مکاں دل کیا نظر کیا ہے

نظر کو ہم نظر سمجھے نہ دل کو دل سمجھتے ہیں

کناروں پر جو اٹھتے ہیں وہ طوفاں کوئی کیا جانے

ہمیں تو کم نظر آسودۂ ساحل سمجھتے ہیں

یہی اپنا عقیدہ ہے کوئی کچھ بھی کہے ہم تو

غزل کہنا بھی کار خیر میں داخل سمجھتے ہیں

جلا محسوس ہوتی ہے نعیمؔ آئینۂ دل پر

کسی کی ہم نگاہ لطف کو شامل سمجھتے ہیں

نعیم حامد علی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kabhi Baatil Ko Haq Aur Haq Ko Hum Baatil Samajhte Hain

Naim Hamid Ali

kabhi baatil ko haq aur haq ko hum baatil samajhte hain
murad-e-ahl-e-dil ko sirf ahl-e-dil samajhte hain

dil-e-be-muddaa hi muddaa-e-zist hai apna
isi be-hasili ko zist ka hasil samajhte hain

ye tera nur wo tera makan dil kya nazar kya hai
nazar ko hum nazar samjhe na dil ko dil samajhte hain

kinaron par jo uThte hain wo tufan koi kya jaane
hamein to kam-nazar aasuda-e-sahil samajhte hain

yahi apna aqida hai koi kuchh bhi kahe hum to
ghazal kahna bhi kar-e-KHair mein daKHil samajhte hain

jila mahsus hoti hai 'naim' aaina-e-dil par
kisi ki hum nigah-e-lutf ko shamil samajhte hain

(713) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Kabhi Baatil Ko Haq Aur Haq Ko Hum Baatil Samajhte Hain written by Naim Hamid Ali at UrduPoint. Kabhi Baatil Ko Haq Aur Haq Ko Hum Baatil Samajhte Hain is one of the masterpieces written by Naim Hamid Ali. You can also find the complete poetry collection of Naim Hamid Ali by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Naim Hamid Ali' above.

Kabhi Baatil Ko Haq Aur Haq Ko Hum Baatil Samajhte Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kabhi Baatil Ko Haq Aur Haq Ko Hum Baatil Samajhte Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.