Mauj-e-gul Barg-e-hina Aab-e-rawan Kuchh Bhi Nahin, Urdu Ghazal By Nami Ansari

Mauj-e-gul Barg-e-hina Aab-e-rawan Kuchh Bhi Nahin is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Nami Ansari. Mauj-e-gul Barg-e-hina Aab-e-rawan Kuchh Bhi Nahin comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Mauj-e-gul Barg-e-hina Aab-e-rawan Kuchh Bhi Nahin on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

موج گل برگ حنا آب رواں کچھ بھی نہیں

نامی انصاری

موج گل برگ حنا آب رواں کچھ بھی نہیں

اس جہان رنگ و بو میں جاوداں کچھ بھی نہیں

پھر وہی ذوق تعلق پھر وہی کار جنوں

سر میں سودا ہے تو آشوب جہاں کچھ بھی نہیں

اک سمندر کتنا گہرا میرے پس منظر میں ہے

سامنے لیکن زمین و آسماں کچھ بھی نہیں

دھوپ کی چادر بھی مل جائے تو کافی ہے بہت

کچے پکے موسموں کا سائباں کچھ بھی نہیں

صبح کی دہلیز پر سوتے ہیں اب بھی قافلے

وقت کے صحرا میں آواز اذاں کچھ بھی نہیں

موم ہو جاتے ہیں پتھر نرمیٔ گفتار سے

یوں تو کہنے کو مری طبع رواں کچھ بھی نہیں

دیکھیے کب برف پگھلے کب چلے باد سحر

وہ تو اب تک مہرباں نامہرباں کچھ بھی نہیں

ان کو شاید اب بھی پتھر کے زمانے یاد ہیں

جو یہ کہتے ہیں کہ پھولوں کی زباں کچھ بھی نہیں

شوخیٔ تقریر نامیؔ سے غلط فہمی نہ ہو

سچ تو یہ ہے میرے اس کے درمیاں کچھ بھی نہیں

نامی انصاری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Mauj-e-gul Barg-e-hina Aab-e-rawan Kuchh Bhi Nahin

Nami Ansari

mauj-e-gul barg-e-hina aab-e-rawan kuchh bhi nahin
is jahan-e-rang-o-bu mein jawedan kuchh bhi nahin

phir wahi zauq-e-talluq phir wahi kar-e-junun
sar mein sauda hai to aashob-e-jahan kuchh bhi nahin

ek samundar kitna gahra mere pas-manzar mein hai
samne lekin zamin-o-asman kuchh bhi nahin

dhup ki chadar bhi mil jae to kafi hai bahut
kachche-pakke mausamon ka saeban kuchh bhi nahin

subh ki dahliz par sote hain ab bhi qafile
waqt ke sahra mein aawaz-e-azan kuchh bhi nahin

mom ho jate hain patthar narmi-e-guftar se
yun to kahne ko meri tab-e-rawan kuchh bhi nahin

dekhiye kab barf pighle kab chale baad-e-sahar
wo to ab tak mehrban na-mehrban kuchh bhi nahin

un ko shayad ab bhi patthar ke zamane yaad hain
jo ye kahte hain ki phulon ki zaban kuchh bhi nahin

shoKHi-e-taqrir-e-'nami' se ghalat-fahmi na ho
sach to ye hai mere us ke darmiyan kuchh bhi nahin

(614) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Mauj-e-gul Barg-e-hina Aab-e-rawan Kuchh Bhi Nahin written by Nami Ansari at UrduPoint. Mauj-e-gul Barg-e-hina Aab-e-rawan Kuchh Bhi Nahin is one of the masterpieces written by Nami Ansari. You can also find the complete poetry collection of Nami Ansari by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Nami Ansari' above.

Mauj-e-gul Barg-e-hina Aab-e-rawan Kuchh Bhi Nahin is a widely read Urdu Ghazal. If you like Mauj-e-gul Barg-e-hina Aab-e-rawan Kuchh Bhi Nahin, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.