Usi Ke Hath Mein Sara Jahan Hai, Urdu Ghazal By Nanak Singh Nashtar

Usi Ke Hath Mein Sara Jahan Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Nanak Singh Nashtar. Usi Ke Hath Mein Sara Jahan Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Usi Ke Hath Mein Sara Jahan Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اسی کے ہاتھ میں سارا جہاں ہے

نانک سنگھ نشتر

اسی کے ہاتھ میں سارا جہاں ہے

زمیں جس کی ہے جس کا آسماں ہے

غریبی بھوک بیماری شرافت

تمہاری اور ہماری داستاں ہے

تمہیں ترک تعلق سے ملا کیا

ذرا سوچو تو یہ کس کا زیاں ہے

ازل سے میں اسی کا ہو گیا ہوں

کہ جس کے ہاتھ میں سارا جہاں ہے

اسے چھونا نہیں آسان اتنا

بلندی پر مرا ہندوستاں ہے

بہت سی الجھنیں ہیں پھر بھی نشترؔ

ہمارا قافلہ اب بھی رواں ہے

نانک سنگھ نشتر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Usi Ke Hath Mein Sara Jahan Hai

Nanak Singh Nashtar

usi ke hath mein sara jahan hai
zamin jis ki hai jis ka aasman hai

gharibi bhuk bimari sharafat
tumhaari aur hamari dastan hai

tumhein tark-e-talluq se mila kya
zara socho to ye kis ka ziyan hai

azal se main usi ka ho gaya hun
ki jis ke hath mein sara jahan hai

ise chhuna nahin aasan itna
bulandi par mera hindostan hai

bahut si uljhanen hain phir bhi 'nashtar'
hamara qafila ab bhi rawan hai

(356) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Usi Ke Hath Mein Sara Jahan Hai written by Nanak Singh Nashtar at UrduPoint. Usi Ke Hath Mein Sara Jahan Hai is one of the masterpieces written by Nanak Singh Nashtar. You can also find the complete poetry collection of Nanak Singh Nashtar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Nanak Singh Nashtar' above.

Usi Ke Hath Mein Sara Jahan Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Usi Ke Hath Mein Sara Jahan Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.