Na Hoga Masala Hal Barhami Se, Urdu Ghazal By Nanak Singh Nashtar

Na Hoga Masala Hal Barhami Se is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Nanak Singh Nashtar. Na Hoga Masala Hal Barhami Se comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Na Hoga Masala Hal Barhami Se on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

نہ ہوگا مسئلہ حل برہمی سے

نانک سنگھ نشتر

نہ ہوگا مسئلہ حل برہمی سے

کبھی تو ہم سے ملیے سادگی سے

بہت سی خوبیاں ہیں تجھ میں لیکن

میں گھبراتا ہوں تیری دوستی سے

جو ہر حالت میں خوش رہنے لگا ہے

مجھے ملنا ہے ایسے آدمی سے

مجھے تنہا نہ کرنا دوستوں سے

بہت چاہت ہے مجھ کو زندگی سے

زیادہ روشنی راس آئی کس کو

مرا سب کچھ ہے گھر کی روشنی سے

اگرچہ چلتے چلتے تک گیا ہوں

مجھے ملنا ہے نشترؔ آپ ہی سے

نانک سنگھ نشتر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Na Hoga Masala Hal Barhami Se

Nanak Singh Nashtar

na hoga masala hal barhami se
kabhi to hum se miliye sadgi se

bahut si KHubiyan hain tujh mein lekin
main ghabraata hun teri dosti se

jo har haalat mein KHush rahne laga hai
mujhe milna hai aise aadmi se

mujhe tanha na karna doston se
bahut chahat hai mujh ko zindagi se

ziyaada raushni ras aai kis ko
mera sab kuchh hai ghar ki raushni se

agarche chalte chalte tak gaya hun
mujhe milna hai 'nashtar' aap hi se

(432) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Na Hoga Masala Hal Barhami Se written by Nanak Singh Nashtar at UrduPoint. Na Hoga Masala Hal Barhami Se is one of the masterpieces written by Nanak Singh Nashtar. You can also find the complete poetry collection of Nanak Singh Nashtar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Nanak Singh Nashtar' above.

Na Hoga Masala Hal Barhami Se is a widely read Urdu Ghazal. If you like Na Hoga Masala Hal Barhami Se, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.