Bhul Chuka Jo Tujhko Ai Dil Yaad Mein Uski Kyon Rota Hai, Urdu Ghazal By Naseem Fatima Nazar Lakhnavi

Bhul Chuka Jo Tujhko Ai Dil Yaad Mein Uski Kyon Rota Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Naseem Fatima Nazar Lakhnavi. Bhul Chuka Jo Tujhko Ai Dil Yaad Mein Uski Kyon Rota Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Bhul Chuka Jo Tujhko Ai Dil Yaad Mein Uski Kyon Rota Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

بھول چکا جو تجھ کو اے دل یاد میں اس کی کیوں روتا ہے

نسیم فاطمہ نظر لکھنوی

بھول چکا جو تجھ کو اے دل یاد میں اس کی کیوں روتا ہے

دنیا کا دستور یہی ہے کوئی کسی کا کب ہوتا ہے

صبح کی جانب دیکھ ابھی سے رات کے غم میں کیا روتا ہے

دنیا کی تو رسم یہی ہے پاتا وہی ہے جو کھوتا ہے

جس کو طمع نہ مال و زر کی جس کو چاہ نہ لعل و گہر کی

پیر پسارے گھر میں اپنے کتنے سکھ سے وہ سوتا ہے

یہ دنیا کب میت کسی کی یہ کیا جانے پریت کسی کی

ناحق اس کے پھیر میں پڑ کر جان کو اپنی تو کھوتا ہے

کیوں ڈھونڈے تو ملا پنڈت کیوں بھٹکے تو مندر مسجد

پچھتاوے کا تیرا آنسو پاپوں کو سارے دھوتا ہے

جس کو نظرؔ خو جور و جفا کی اس سے نہ رکھ امید وفا کی

مورکھ ہے جو بنجر میں تو گیہوں کے دانے بوتا ہے

نسیم فاطمہ نظر لکھنوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Bhul Chuka Jo Tujhko Ai Dil Yaad Mein Uski Kyon Rota Hai

Naseem Fatima Nazar Lakhnavi

bhul chuka jo tujh ko ai dil yaad mein us ki kyon rota hai
duniya ka dastur yahi hai koi kisi ka kab hota hai

subh ki jaanib dekh abhi se raat ke gham mein kya rota hai
duniya ki to rasm yahi hai pata wahi hai jo khota hai

jis ko tama na mal-o-zar ki jis ko chah na lal-o-gohar ki
pair pasare ghar mein apne kitne sukh se wo sota hai

ye duniya kab mit kisi ki ye kya jaane prit kisi ki
nahaq is ke pher mein paD kar jaan ko apni tu khota hai

kyon DhunDe tu mulla panDit kyon bhaTke tu mandir masjid
pachhtawe ka tera aansu papon ko sare dhota hai

jis ko 'nazar' KHu jaur-o-jafa ki us se na rakh ummid wafa ki
murakh hai jo banjar mein tu gehun ke dane bota hai

(347) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Bhul Chuka Jo Tujhko Ai Dil Yaad Mein Uski Kyon Rota Hai written by Naseem Fatima Nazar Lakhnavi at UrduPoint. Bhul Chuka Jo Tujhko Ai Dil Yaad Mein Uski Kyon Rota Hai is one of the masterpieces written by Naseem Fatima Nazar Lakhnavi. You can also find the complete poetry collection of Naseem Fatima Nazar Lakhnavi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Naseem Fatima Nazar Lakhnavi' above.

Bhul Chuka Jo Tujhko Ai Dil Yaad Mein Uski Kyon Rota Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Bhul Chuka Jo Tujhko Ai Dil Yaad Mein Uski Kyon Rota Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.