DhunDhti Hai Iztirab-e-shauq Ki Duniya Mujhe, Urdu Ghazal By Natiq Gulavthi

DhunDhti Hai Iztirab-e-shauq Ki Duniya Mujhe is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Natiq Gulavthi. DhunDhti Hai Iztirab-e-shauq Ki Duniya Mujhe comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read DhunDhti Hai Iztirab-e-shauq Ki Duniya Mujhe on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ڈھونڈھتی ہے اضطراب شوق کی دنیا مجھے

ناطق گلاوٹھی

ڈھونڈھتی ہے اضطراب شوق کی دنیا مجھے

آپ نے محفل سے اٹھوا کر کہاں رکھا مجھے

اے نگاہ مست اس کا نام ہے کیف سرور

آج تو نے دیکھ کر میری طرف دیکھا مجھے

یار سے ہو کر جدا جور فلک کا غم نہیں

ہو چکی وہ بات تھی جس بات کی پروا مجھے

ساتھ بھی چھوڑا تو کب جب سب برے دن کٹ گئے

زندگی تو نے کہاں آ کر دیا دھوکا مجھے

ناطق گلاوٹھی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

DhunDhti Hai Iztirab-e-shauq Ki Duniya Mujhe

Natiq Gulavthi

DhunDhti hai iztirab-e-shauq ki duniya mujhe
aap ne mahfil se uThwa kar kahan rakkha mujhe

ai nigah-e-mast is ka nam hai kaif-e-surur
aaj tu ne dekh kar meri taraf dekha mujhe

yar se ho kar juda jaur-e-falak ka gham nahin
ho chuki wo baat thi jis baat ki parwa mujhe

sath bhi chhoDa to kab jab sab bure din kaT gae
zindagi tu ne kahan aa kar diya dhoka mujhe

(389) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read DhunDhti Hai Iztirab-e-shauq Ki Duniya Mujhe written by Natiq Gulavthi at UrduPoint. DhunDhti Hai Iztirab-e-shauq Ki Duniya Mujhe is one of the masterpieces written by Natiq Gulavthi. You can also find the complete poetry collection of Natiq Gulavthi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Natiq Gulavthi' above.

DhunDhti Hai Iztirab-e-shauq Ki Duniya Mujhe is a widely read Urdu Ghazal. If you like DhunDhti Hai Iztirab-e-shauq Ki Duniya Mujhe, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.