Sach Bolne Ke Taur-tariqe Nahin Rahe, Urdu Ghazal By Nawaz Deobandi

Sach Bolne Ke Taur-tariqe Nahin Rahe is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Nawaz Deobandi. Sach Bolne Ke Taur-tariqe Nahin Rahe comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Sach Bolne Ke Taur-tariqe Nahin Rahe on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

سچ بولنے کے طور طریقے نہیں رہے

نواز دیوبندی

سچ بولنے کے طور طریقے نہیں رہے

پتھر بہت ہیں شہر میں شیشے نہیں رہے

ویسے تو ہم وہی ہیں جو پہلے تھے دوستو

حالات جیسے پہلے تھے ویسے نہیں رہے

خود مر گیا تھا جن کو بچانے میں پہلے باپ

اب کے فساد میں وہی بچے نہیں رہے

دریا اتر گیا ہے مگر بہہ گئے ہیں پل

اس پار آنے جانے کے رستے نہیں رہے

سر اب بھی کٹ رہے ہیں نمازوں میں دوستو

افسوس تو یہ ہے کہ وہ سجدے نہیں رہے

نواز دیوبندی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Sach Bolne Ke Taur-tariqe Nahin Rahe

Nawaz Deobandi

sach bolne ke taur-tariqe nahin rahe
patthar bahut hain shahr mein shishe nahin rahe

waise to hum wahi hain jo pahle the dosto
haalat jaise pahle the waise nahin rahe

KHud mar gaya tha jin ko bachane mein pahle bap
ab ke fasad mein wahi bachche nahin rahe

dariya utar gaya hai magar bah gae hain pul
us par aane jaane ke raste nahin rahe

sar ab bhi kaT rahe hain namazon mein dosto
afsos to ye hai ki wo sajde nahin rahe

(706) ووٹ وصول ہوئے

You can read Sach Bolne Ke Taur-tariqe Nahin Rahe written by Nawaz Deobandi at UrduPoint. Sach Bolne Ke Taur-tariqe Nahin Rahe is one of the masterpieces written by Nawaz Deobandi. You can also find the complete poetry collection of Nawaz Deobandi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Nawaz Deobandi' above.

Sach Bolne Ke Taur-tariqe Nahin Rahe is a widely read Urdu Ghazal. If you like Sach Bolne Ke Taur-tariqe Nahin Rahe, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.