Hum Aaj Apne Tasawwur Mein Bar Bar Aae, Urdu Ghazal By Nazish Haidari

Hum Aaj Apne Tasawwur Mein Bar Bar Aae is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Nazish Haidari. Hum Aaj Apne Tasawwur Mein Bar Bar Aae comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Hum Aaj Apne Tasawwur Mein Bar Bar Aae on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ہم آج اپنے تصور میں بار بار آئے

نازش حیدری

ہم آج اپنے تصور میں بار بار آئے

گزشتہ عمر کئی مرتبہ گزار آئے

بہار لالہ و گل اتنی مختصر کیوں ہو

کہ اعتبار کی حد تک نہ اعتبار آئے

گلوں کا جائزہ لے کر شمار کرتا ہوں

مرے نصیب میں زخموں کے کتنے ہار آئے

طلب شناس ستاروں کی انجمن میں گئے

نظر سے وادیٔ مہتاب میں پکار آئے

ہر ایک دل کو کیا روشناس اے نازشؔ

ہر آئینے میں وہی عکس ہم اتار آئے

نازش حیدری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Hum Aaj Apne Tasawwur Mein Bar Bar Aae

Nazish Haidari

hum aaj apne tasawwur mein bar bar aae
guzishta umr kai martaba guzar aae

bahaar-e-lala-o-gul itni muKHtasar kyon ho
ki e'tibar ki had tak na e'tibar aae

gulon ka jaeza le kar shumar karta hun
mere nasib mein zaKHmon ke kitne haar aae

talab-shanas sitaron ki anjuman mein gae
nazar se wadi-e-mahtab mein pukar aae

har ek dil ko kiya ru-shanas ai 'nazish'
har aaine mein wahi aks hum utar aae

(326) ووٹ وصول ہوئے

You can read Hum Aaj Apne Tasawwur Mein Bar Bar Aae written by Nazish Haidari at UrduPoint. Hum Aaj Apne Tasawwur Mein Bar Bar Aae is one of the masterpieces written by Nazish Haidari. You can also find the complete poetry collection of Nazish Haidari by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Nazish Haidari' above.

Hum Aaj Apne Tasawwur Mein Bar Bar Aae is a widely read Urdu Ghazal. If you like Hum Aaj Apne Tasawwur Mein Bar Bar Aae, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.