Wo Samajhta Hai Use Jo Raaz-dar-e-naghma Hai, Urdu Ghazal By Nazish Partap Gadhi

Wo Samajhta Hai Use Jo Raaz-dar-e-naghma Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Nazish Partap Gadhi. Wo Samajhta Hai Use Jo Raaz-dar-e-naghma Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Wo Samajhta Hai Use Jo Raaz-dar-e-naghma Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

وہ سمجھتا ہے اسے جو راز دار نغمہ ہے

نازش پرتاپ گڑھی

وہ سمجھتا ہے اسے جو راز دار نغمہ ہے

آہ کہتے ہیں جسے صرف اک شرار نغمہ ہے

منحصر جس پر ازل سے کاروبار نغمہ ہے

درد کی آنکھوں میں وہ خواب بہار نغمہ ہے

زندہ رہنے کی تمنا ہو تو پھر کیا کچھ نہ ہو

دل کے سناٹے پہ مجھ کو اعتبار نغمہ ہے

کس سے کیجے اور کیوں کیجے بیان سوز دل

یہ بھری دنیا تو یارو پاسدار نغمہ ہے

اور بھی دو گام اے محروم عیش زندگی

حد گریہ سے ذرا آگے دیار نغمہ ہے

نغمہ زن ہوں یوں کہ یاروں کا بھرم قائم رہے

ورنہ محفل کی فضا ناساز گار نغمہ ہے

اب ہے لہجے میں نکیلا پن لبوں پر زہر خند

اب یقیں آیا کہ نازشؔ راز دار نغمہ ہے

نازش پرتاپ گڑھی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Wo Samajhta Hai Use Jo Raaz-dar-e-naghma Hai

Nazish Partap Gadhi

wo samajhta hai use jo raaz-dar-e-naghma hai
aah kahte hain jise sirf ek sharar-e-naghma hai

munhasir jis par azal se karobar-e-naghma hai
dard ki aankhon mein wo KHwab-e-bahaar-e-naghma hai

zinda rahne ki tamanna ho to phir kya kuchh na ho
dil ke sannaTe pe mujh ko e'tibar-e-naghma hai

kis se kije aur kyun kije bayan-e-soz-e-dil
ye bhari duniya to yaro pasdar-e-naghma hai

aur bhi do-gam ai mahrum-e-aish-e-zindagi
hadd-e-girya se zara aage dayar-e-naghma hai

naghma-zan hun yun ki yaron ka bharam qaem rahe
warna mahfil ki faza na-saz-gar-e-naghma hai

ab hai lahje mein nukila-pan labon par zahr-e-KHand
ab yaqin aaya ki 'nazish' raaz-dar-e-naghma hai

(521) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Wo Samajhta Hai Use Jo Raaz-dar-e-naghma Hai written by Nazish Partap Gadhi at UrduPoint. Wo Samajhta Hai Use Jo Raaz-dar-e-naghma Hai is one of the masterpieces written by Nazish Partap Gadhi. You can also find the complete poetry collection of Nazish Partap Gadhi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Nazish Partap Gadhi' above.

Wo Samajhta Hai Use Jo Raaz-dar-e-naghma Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Wo Samajhta Hai Use Jo Raaz-dar-e-naghma Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.