Moajiza Ye Bhi Dikhaya Maine, Urdu Ghazal By Nigar Azeem

Moajiza Ye Bhi Dikhaya Maine is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Nigar Azeem. Moajiza Ye Bhi Dikhaya Maine comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Moajiza Ye Bhi Dikhaya Maine on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

معجزہ یہ بھی دکھایا میں نے

نگار عظیم

معجزہ یہ بھی دکھایا میں نے

اپنے قاتل کو رلایا میں نے

خود ہی زخموں سے سجایا دل کو

اور پھر جشن منایا میں نے

زیست بے نور ہوئی جاتی تھی

پھر لہو دل کا جلایا میں نے

چاند اور پھول ہی کیا ہر شے میں

بس ترا عکس ہی پایا میں نے

تیری یادوں کو سجا کر دل میں

اک صنم خانہ بنایا میں نے

شہر احساس تھا وہ خود بھی نگارؔ

بت کدہ دل کا جو ڈھایا میں نے

نگار عظیم

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Moajiza Ye Bhi Dikhaya Maine

Nigar Azeem

moajiza ye bhi dikhaya main ne
apne qatil ko rulaya main ne

KHud hi zaKHmon se sajaya dil ko
aur phir jashn manaya main ne

zist be-nur hui jati thi
phir lahu dil ka jalaya main ne

chand aur phul hi kya har shai mein
bas tera aks hi paya main ne

teri yaadon ko saja kar dil mein
ek sanam-KHana banaya main ne

shahr-e-ehsas tha wo KHud bhi 'nigar'
but-kada dil ka jo Dhaya main ne

(611) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Moajiza Ye Bhi Dikhaya Maine written by Nigar Azeem at UrduPoint. Moajiza Ye Bhi Dikhaya Maine is one of the masterpieces written by Nigar Azeem. You can also find the complete poetry collection of Nigar Azeem by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Nigar Azeem' above.

Moajiza Ye Bhi Dikhaya Maine is a widely read Urdu Ghazal. If you like Moajiza Ye Bhi Dikhaya Maine, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.