Mohabbat Mein Kabhi Taskin-e-dil Pai Nahin Jati, Urdu Ghazal By Nihal Rizvi Lucknowi

Mohabbat Mein Kabhi Taskin-e-dil Pai Nahin Jati is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Nihal Rizvi Lucknowi. Mohabbat Mein Kabhi Taskin-e-dil Pai Nahin Jati comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Mohabbat Mein Kabhi Taskin-e-dil Pai Nahin Jati on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

محبت میں کبھی تسکین دل پائی نہیں جاتی

نہال رضوی لکھنوی

محبت میں کبھی تسکین دل پائی نہیں جاتی

طبیعت خود بہل جاتی ہے بہلائی نہیں جاتی

کسی سے بے وفائی پر بھی امید وفا رکھنا

یہ وہ ٹھوکر ہے جو ہر ایک سے کھائی نہیں جاتی

محبت میں غلط فہمی کا ہونا لازمی شے ہے

غلط فہمی وہ گتھی ہے جو سلجھائی نہیں جاتی

تری ہمدردیوں کا شکریہ اے پوچھنے والے

مگر کچھ بات ایسی ہے جو دہرائی نہیں جاتی

محبت دو دلوں کے درمیاں پیدا جو کرتی ہے

وہ گتھی خود سلجھ جاتی ہے سلجھائی نہیں جاتی

ابھی تھا سامنے کوئی ابھی نظروں سے اوجھل ہے

ابھی دنیا جہاں پر تھی وہاں پائی نہیں جاتی

جہاں میں ہوں وہاں ہر شے میں ان کا حسن ہے لیکن

جہاں وہ ہیں وہاں تک میری رسوائی نہیں جاتی

محبت میں بلند و پست کا احساس کیا معنی

محبت امتیازی شکل میں لائی نہیں جاتی

نہالؔ اب تو کوئی ہر وقت رہتا ہے نگاہوں میں

نہیں جاتی کسی کی جلوہ آرائی نہیں جاتی

نہال رضوی لکھنوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Mohabbat Mein Kabhi Taskin-e-dil Pai Nahin Jati

Nihal Rizvi Lucknowi

mohabbat mein kabhi taskin-e-dil pai nahin jati
tabiat KHud bahal jati hai bahlai nahin jati

kisi se bewafai par bhi ummid-e-wafa rakhna
ye wo Thokar hai jo har ek se khai nahin jati

mohabbat mein ghalat-fahmi ka hona lazmi shai hai
ghalat-fahmi wo gutthi hai jo suljhai nahin jati

teri hamdardiyon ka shukriya ai puchhne wale
magar kuchh baat aisi hai jo dohrai nahin jati

mohabbat do dilon ke darmiyan paida jo karti hai
wo gutthi KHud sulajh jati hai suljhai nahin jati

abhi tha samne koi abhi nazron se ojhal hai
abhi duniya jahan par thi wahan pai nahin jati

jahan main hun wahan har shai mein un ka husn hai lekin
jahan wo hain wahan tak meri ruswai nahin jati

mohabbat mein buland-o-past ka ehsas kya mani
mohabbat imtiyazi shakl mein lai nahin jati

'nihaal' ab to koi har-waqt rahta hai nigahon mein
nahin jati kisi ki jalwa-arai nahin jati

(402) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Mohabbat Mein Kabhi Taskin-e-dil Pai Nahin Jati written by Nihal Rizvi Lucknowi at UrduPoint. Mohabbat Mein Kabhi Taskin-e-dil Pai Nahin Jati is one of the masterpieces written by Nihal Rizvi Lucknowi. You can also find the complete poetry collection of Nihal Rizvi Lucknowi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Nihal Rizvi Lucknowi' above.

Mohabbat Mein Kabhi Taskin-e-dil Pai Nahin Jati is a widely read Urdu Ghazal. If you like Mohabbat Mein Kabhi Taskin-e-dil Pai Nahin Jati, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.