Ye Samajhne Ki Kis Ko Fursat Hai, Urdu Ghazal By Nihal Rizvi Lucknowi

Ye Samajhne Ki Kis Ko Fursat Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Nihal Rizvi Lucknowi. Ye Samajhne Ki Kis Ko Fursat Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ye Samajhne Ki Kis Ko Fursat Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

یہ سمجھنے کی کس کو فرصت ہے

نہال رضوی لکھنوی

یہ سمجھنے کی کس کو فرصت ہے

زندگی موت کی امانت ہے

ان کو پایا تو یہ ہوا محسوس

جیسے مجھ کو مری ضرورت ہے

اتنے جلوے قریب ہیں اس کے

جتنی جس کی نظر میں وسعت ہے

آج کل ہم ہیں اور وہ منزل

جس میں ہر ہر قدم پہ زحمت ہے

دوسروں کے لئے فنا ہو جاؤ

یہی معراج آدمیت ہے

اس تجاہل سے پوچھنے کے نثار

کیا ہمیں سے تمہیں محبت ہے

زندگی غفلت تمام سہی

موت تعبیر خواب غفلت ہے

ذکر مسجد میں میکدے کا شیخ

آپ کا دم بہت غنیمت ہے

جس میں ہو جائیں مہرباں وہ نہالؔ

حاصل زندگی وہ ساعت ہے

نہال رضوی لکھنوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ye Samajhne Ki Kis Ko Fursat Hai

Nihal Rizvi Lucknowi

ye samajhne ki kis ko fursat hai
zindagi maut ki amanat hai

un ko paya to ye hua mahsus
jaise mujh ko meri zarurat hai

itne jalwe qarib hain us ke
jitni jis ki nazar mein wusat hai

aaj-kal hum hain aur wo manzil
jis mein har har qadam pe zahmat hai

dusron ke liye fana ho jao
yahi mearaj-e-adamiyyat hai

is tajahul se puchhne ke nisar
kya hamin se tumhein mohabbat hai

zindagi ghaflat-e-tamam sahi
maut tabir-e-KHwab-e-ghaflat hai

zikr masjid mein mai-kade ka shaiKH
aap ka dam bahut ghanimat hai

jis mein ho jaen mehrban wo 'nihaal'
hasil-e-zindagi wo saat hai

(358) ووٹ وصول ہوئے

You can read Ye Samajhne Ki Kis Ko Fursat Hai written by Nihal Rizvi Lucknowi at UrduPoint. Ye Samajhne Ki Kis Ko Fursat Hai is one of the masterpieces written by Nihal Rizvi Lucknowi. You can also find the complete poetry collection of Nihal Rizvi Lucknowi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Nihal Rizvi Lucknowi' above.

Ye Samajhne Ki Kis Ko Fursat Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ye Samajhne Ki Kis Ko Fursat Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.