Har Ek Nazar Ko Shuur-e-jamal-e-yar Nahin, Urdu Ghazal By Nihal Rizvi Lucknowi

Har Ek Nazar Ko Shuur-e-jamal-e-yar Nahin is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Nihal Rizvi Lucknowi. Har Ek Nazar Ko Shuur-e-jamal-e-yar Nahin comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Har Ek Nazar Ko Shuur-e-jamal-e-yar Nahin on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ہر اک نظر کو شعور جمال یار نہیں

نہال رضوی لکھنوی

ہر اک نظر کو شعور جمال یار نہیں

بہار اہل ہوس کے لئے بہار نہیں

تغیرات کی منزل کا نام ہے دنیا

یہاں خوشی کی طرح غم بھی پائیدار نہیں

عجیب شے ہے محبت وہ سامنے ہیں مگر

نظر کو پیاس بجھانے کا اختیار نہیں

کلی کو پھول بناتا ہے اس کا حسن قبول

بہار پھول بنانے کی ذمہ دار نہیں

مرے لئے نہ پریشاں ہوں مے کدے والے

شراب جام سے پینا مرا شعار نہیں

بدل بدل کے نگاہوں کے زاویے تم نے

مجھے وہ درد دیا ہے جو ناگوار نہیں

طلب کو ترک طلب میں سمو چکا ہوں میں

اب انتظار میں تلخیٔ انتظار نہیں

مری نظر میں وہ معصوم پھول بھی ہیں نہالؔ

چمن میں جن کو تبسم کا اختیار نہیں

نہال رضوی لکھنوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Har Ek Nazar Ko Shuur-e-jamal-e-yar Nahin

Nihal Rizvi Lucknowi

har ek nazar ko shuur-e-jamal-e-yar nahin
bahaar ahl-e-hawas ke liye bahaar nahin

taghayyuraat ki manzil ka nam hai duniya
yahan KHushi ki tarah gham bhi paedar nahin

ajib shai hai mohabbat wo samne hain magar
nazar ko pyas bujhane ka iKHtiyar nahin

kali ko phul banata hai us ka husn-e-qubul
bahaar phul banane ki zimma-dar nahin

mere liye na pareshan hon mai-kade wale
sharab jam se pina mera shiar nahin

badal badal ke nigahon ke zawiye tum ne
mujhe wo dard diya hai jo nagawar nahin

talab ko tark-e-talab mein samo chuka hun main
ab intizar mein talKHi-e-intizar nahin

meri nazar mein wo masum phul bhi hain 'nihaal'
chaman mein jin ko tabassum ka iKHtiyar nahin

(360) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Har Ek Nazar Ko Shuur-e-jamal-e-yar Nahin written by Nihal Rizvi Lucknowi at UrduPoint. Har Ek Nazar Ko Shuur-e-jamal-e-yar Nahin is one of the masterpieces written by Nihal Rizvi Lucknowi. You can also find the complete poetry collection of Nihal Rizvi Lucknowi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Nihal Rizvi Lucknowi' above.

Har Ek Nazar Ko Shuur-e-jamal-e-yar Nahin is a widely read Urdu Ghazal. If you like Har Ek Nazar Ko Shuur-e-jamal-e-yar Nahin, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.