Masjidon Mein Qatl Hone Ki Riwayat Hai Yahan, Urdu Ghazal By Nomaan Shauque

Masjidon Mein Qatl Hone Ki Riwayat Hai Yahan is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Nomaan Shauque. Masjidon Mein Qatl Hone Ki Riwayat Hai Yahan comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Masjidon Mein Qatl Hone Ki Riwayat Hai Yahan on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

مسجدوں میں قتل ہونے کی روایت ہے یہاں

نعمان شوق

مسجدوں میں قتل ہونے کی روایت ہے یہاں

اور جسے بھی دیکھیے وہ باجماعت ہے یہاں

ان کے سر میں سر ملا کر چیختی خلقت تمام

دیکھیے اک جھوٹ میں بھی کتنی طاقت ہے یہاں

اور اس دعوے کی ہم تردید کر سکتے نہیں

لوگ کہتے ہیں محبت ہی محبت ہے یہاں

فیصلہ یہ بھی عدالت کو ہی کرنے دیجئے

آپ کو انصاف کی کتنی ضرورت ہے یہاں

ہم یہ جنگل چھوڑنے والے نہیں سن لیجئے

بھیڑیوں میں اب بھی تھوڑی آدمیت ہے یہاں

نعمان شوق

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Masjidon Mein Qatl Hone Ki Riwayat Hai Yahan

Nomaan Shauque

masjidon mein qatl hone ki riwayat hai yahan
aur jise bhi dekhiye wo ba-jamaat hai yahan

un ke sur mein sur mila kar chiKHti KHilqat tamam
dekhiye ek jhuT mein bhi kitni taqat hai yahan

aur is dawe ki hum tardid kar sakte nahin
log kahte hain mohabbat hi mohabbat hai yahan

faisla ye bhi adalat ko hi karne dijiye
aap ko insaf ki kitni zarurat hai yahan

hum ye jangal chhoDne wale nahin sun lijiye
bheDiyon mein ab bhi thoDi aadmiyat hai yahan

(388) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Masjidon Mein Qatl Hone Ki Riwayat Hai Yahan written by Nomaan Shauque at UrduPoint. Masjidon Mein Qatl Hone Ki Riwayat Hai Yahan is one of the masterpieces written by Nomaan Shauque. You can also find the complete poetry collection of Nomaan Shauque by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Nomaan Shauque' above.

Masjidon Mein Qatl Hone Ki Riwayat Hai Yahan is a widely read Urdu Ghazal. If you like Masjidon Mein Qatl Hone Ki Riwayat Hai Yahan, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.