Hawa-e-tund Ka Jhonka Udas Kar Dega, Urdu Ghazal By Noor Paikar

Hawa-e-tund Ka Jhonka Udas Kar Dega is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Noor Paikar. Hawa-e-tund Ka Jhonka Udas Kar Dega comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Hawa-e-tund Ka Jhonka Udas Kar Dega on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ہوائے تند کا جھونکا اداس کر دے گا

نور پیکر

ہوائے تند کا جھونکا اداس کر دے گا

بدن سے لپٹے گا اور بے لباس کر دے گا

عجب ہے شہر کا رستہ کہ جس کا اور نہ چھور

یہ راستہ تو مجھے بد حواس کر دے گا

تو اجنبی ہے بھرے شہر میں نہ سوچا کر

یہ تیرا طرز تجھے روشناس کر دے گا

زمانہ پہلے ملے گا تو کج ادائی سے

پھر اس کے بعد کوئی التماس کر دے گا

وہ میرے بعد بڑے شوق سے مجھے لکھ کر

کسی کتاب کا اک اقتباس کر دے گا

اس آفتاب سے کرنوں کی بھیک مت مانگو

حصار ظلمت شب دل کے پاس کر دے گا

مجھے نہ سوچ مری فکر چھوڑ دے پیکرؔ

کہ میرا غم تجھے پہروں اداس کر دے گا

نور پیکر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Hawa-e-tund Ka Jhonka Udas Kar Dega

Noor Paikar

hawa-e-tund ka jhonka udas kar dega
badan se lipTega aur be-libas kar dega

ajab hai shahr ka rasta ki jis ka or na chhor
ye rasta to mujhe bad-hawas kar dega

tu ajnabi hai bhare shahr mein na socha kar
ye tera tarz tujhe ru-shanas kar dega

zamana pahle milega to kaj-adai se
phir us ke baad koi iltimas kar dega

wo mere baad baDe shauq se mujhe likh kar
kisi kitab ka ek iqtibas kar dega

us aaftab se kirnon ki bhik mat mango
hisar-e-zulmat-e-shab dil ke pas kar dega

mujhe na soch meri fikr chhoD de 'paikar'
ki mera gham tujhe pahron udas kar dega

(512) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Hawa-e-tund Ka Jhonka Udas Kar Dega written by Noor Paikar at UrduPoint. Hawa-e-tund Ka Jhonka Udas Kar Dega is one of the masterpieces written by Noor Paikar. You can also find the complete poetry collection of Noor Paikar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Noor Paikar' above.

Hawa-e-tund Ka Jhonka Udas Kar Dega is a widely read Urdu Ghazal. If you like Hawa-e-tund Ka Jhonka Udas Kar Dega, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.