Dukh Se KHushiyan Kashid Karna Hai, Urdu Ghazal By Nuzhat Abbasi

Dukh Se KHushiyan Kashid Karna Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Nuzhat Abbasi. Dukh Se KHushiyan Kashid Karna Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Dukh Se KHushiyan Kashid Karna Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

دکھ سے خوشیاں کشید کرنا ہے

نزہت عباسی

دکھ سے خوشیاں کشید کرنا ہے

اس طرح ہم کو عید کرنا ہے

اپنے ہاتھوں سے دیں گے خود ہی کفن

خود ہی دل کو شہید کرنا ہے

تجھ سے ملنا ہے اب خیالوں میں

تیری خوابوں میں دید کرنا ہے

اس کا کہنا ہے مدتوں کے بعد

نئے وعدے وعید کرنا ہے

اتنی جلدی نہ کر مروت میں

ظلم مجھ پہ مزید کرنا ہے

نزہت عباسی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Dukh Se KHushiyan Kashid Karna Hai

Nuzhat Abbasi

dukh se KHushiyan kashid karna hai
is tarah hum ko id karna hai

apne hathon se denge KHud hi kafan
KHud hi dil ko shahid karna hai

tujh se milna hai ab KHayalon mein
teri KHwabon mein did karna hai

us ka kahna hai muddaton ke ba'd
nae wade waid karna hai

itni jaldi na kar murawwat mein
zulm mujh pe mazid karna hai

(457) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Dukh Se KHushiyan Kashid Karna Hai written by Nuzhat Abbasi at UrduPoint. Dukh Se KHushiyan Kashid Karna Hai is one of the masterpieces written by Nuzhat Abbasi. You can also find the complete poetry collection of Nuzhat Abbasi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Nuzhat Abbasi' above.

Dukh Se KHushiyan Kashid Karna Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Dukh Se KHushiyan Kashid Karna Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.