KHud Ko Is Tarah Aaj Shad Karen, Urdu Ghazal By Nuzhat Abbasi

KHud Ko Is Tarah Aaj Shad Karen is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Nuzhat Abbasi. KHud Ko Is Tarah Aaj Shad Karen comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read KHud Ko Is Tarah Aaj Shad Karen on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

خود کو اس طرح آج شاد کریں

نزہت عباسی

خود کو اس طرح آج شاد کریں

تم کو بھولیں تمہیں کو یاد کریں

تم سے ملنا نہیں قیامت تک

فیصلہ یہ بھی آج صاد کریں

رنگ کتنے ہیں تیرے چہرے کے

کس حوالے سے تجھ کو یاد کریں

کر کے احسان ہم پہ ناحق ہی

ہم سے وابستہ وہ مفاد کریں

آگ گھر کی انہیں بھی یاد رہے

شہر میں جو کبھی فساد کریں

آج خود سے ذرا سی دیر ملیں

آج پوری چلو مراد کریں

یاد میں ایک مرنے والے کی

آج محفل کا انعقاد کریں

نزہت عباسی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

KHud Ko Is Tarah Aaj Shad Karen

Nuzhat Abbasi

KHud ko is tarah aaj shad karen
tum ko bhulen tumhin ko yaad karen

tum se milna nahin qayamat tak
faisla ye bhi aaj sad karen

rang kitne hain tere chehre ke
kis hawale se tujh ko yaad karen

kar ke ehsan hum pe nahaq hi
hum se wabasta wo mafad karen

aag ghar ki unhen bhi yaad rahe
shahr mein jo kabhi fasad karen

aaj KHud se zara si der milen
aaj puri chalo murad karen

yaad mein ek marne wale ki
aaj mahfil ka iniqad karen

(504) ووٹ وصول ہوئے

You can read KHud Ko Is Tarah Aaj Shad Karen written by Nuzhat Abbasi at UrduPoint. KHud Ko Is Tarah Aaj Shad Karen is one of the masterpieces written by Nuzhat Abbasi. You can also find the complete poetry collection of Nuzhat Abbasi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Nuzhat Abbasi' above.

KHud Ko Is Tarah Aaj Shad Karen is a widely read Urdu Ghazal. If you like KHud Ko Is Tarah Aaj Shad Karen, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.