Kahan Hun Main Aur Kahan Nahin Hun, Urdu Ghazal By Nuzhat Abbasi

Kahan Hun Main Aur Kahan Nahin Hun is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Nuzhat Abbasi. Kahan Hun Main Aur Kahan Nahin Hun comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Kahan Hun Main Aur Kahan Nahin Hun on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کہاں ہوں میں اور کہاں نہیں ہوں

نزہت عباسی

کہاں ہوں میں اور کہاں نہیں ہوں

جہاں ہو تم کیا وہاں نہیں ہوں

وجود سے میرے ہو نہ منکر

میں اک یقیں ہوں گماں نہیں ہوں

میں حوصلہ خود ہوں زندگی کا

میں کوئی بار گراں نہیں ہوں

نہ گوشوارے میں مجھ کو لکھو

حساب سود و زیاں نہیں ہوں

مرے ہی دم سے شعور ہستی

فقط میں رنگ جہاں نہیں ہوں

نزہت عباسی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kahan Hun Main Aur Kahan Nahin Hun

Nuzhat Abbasi

kahan hun main aur kahan nahin hun
jahan ho tum kya wahan nahin hun

wajud se mere ho na munkir
main ek yaqin hun guman nahin hun

main hausla KHud hun zindagi ka
main koi bar-e-garan nahin hun

na goshware mein mujh ko likkho
hisab sud-o-ziyan nahin hun

mere hi dam se shuur-e-hasti
faqat main rang-e-jahan nahin hun

(474) ووٹ وصول ہوئے

You can read Kahan Hun Main Aur Kahan Nahin Hun written by Nuzhat Abbasi at UrduPoint. Kahan Hun Main Aur Kahan Nahin Hun is one of the masterpieces written by Nuzhat Abbasi. You can also find the complete poetry collection of Nuzhat Abbasi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Nuzhat Abbasi' above.

Kahan Hun Main Aur Kahan Nahin Hun is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kahan Hun Main Aur Kahan Nahin Hun, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.