Dil Mein Ek Dard Nihan Ho To Ghazal Hoti Hai, Urdu Ghazal By Parkash Nath Parvez

Dil Mein Ek Dard Nihan Ho To Ghazal Hoti Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Parkash Nath Parvez. Dil Mein Ek Dard Nihan Ho To Ghazal Hoti Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Dil Mein Ek Dard Nihan Ho To Ghazal Hoti Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

دل میں اک درد نہاں ہو تو غزل ہوتی ہے

پرکاش ناتھ پرویز

دل میں اک درد نہاں ہو تو غزل ہوتی ہے

سیل جذبات رواں ہو تو غزل ہوتی ہے

غم کا احساس جواں ہو تو غزل ہوتی ہے

عشق مائل بہ فغاں ہو تو غزل ہوتی ہے

ان پہ جب اپنا گماں ہو تو نکھرتا ہے شعور

خود پہ جب ان کا گماں ہو تو غزل ہوتی ہے

میرے دل میں جو نہاں ہے وہ غم بے پایاں

تیری آنکھوں سے عیاں ہو تو غزل ہوتی ہے

شب فرقت میں سلگتے ہوئے اشکوں کے طفیل

زندگی شعلہ بجاں ہو تو غزل ہوتی ہے

پرکاش ناتھ پرویز

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Dil Mein Ek Dard Nihan Ho To Ghazal Hoti Hai

Parkash Nath Parvez

dil mein ek dard nihan ho to ghazal hoti hai
sail-e-jazbaat rawan ho to ghazal hoti hai

gham ka ehsas jawan ho to ghazal hoti hai
ishq mail ba fughan ho to ghazal hoti hai

un pe jab apna guman ho to nikharta hai shuur
KHud pe jab un ka guman ho to ghazal hoti hai

mere dil mein jo nihan hai wo gham-e-be-payan
teri aankhon se ayan ho to ghazal hoti hai

shab-e-furqat mein sulagte hue ashkon ke tufail
zindagi shoala-ba-jaan ho to ghazal hoti hai

(380) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Dil Mein Ek Dard Nihan Ho To Ghazal Hoti Hai written by Parkash Nath Parvez at UrduPoint. Dil Mein Ek Dard Nihan Ho To Ghazal Hoti Hai is one of the masterpieces written by Parkash Nath Parvez. You can also find the complete poetry collection of Parkash Nath Parvez by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Parkash Nath Parvez' above.

Dil Mein Ek Dard Nihan Ho To Ghazal Hoti Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Dil Mein Ek Dard Nihan Ho To Ghazal Hoti Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.