Rah-e-talab Mein Hamein Gham Pe Gham Nazar Aae, Urdu Ghazal By Parkash Nath Parvez

Rah-e-talab Mein Hamein Gham Pe Gham Nazar Aae is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Parkash Nath Parvez. Rah-e-talab Mein Hamein Gham Pe Gham Nazar Aae comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Rah-e-talab Mein Hamein Gham Pe Gham Nazar Aae on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

رہ طلب میں ہمیں غم پہ غم نظر آئے

پرکاش ناتھ پرویز

رہ طلب میں ہمیں غم پہ غم نظر آئے

بقدر ذوق مگر پھر بھی کم نظر آئے

وہیں وہیں مرا ذوق سجود مچلا ہے

جہاں جہاں ترے نقش قدم نظر آئے

مرے شعور کی آنکھوں میں آ گئے آنسو

مجھے اسیر الم جب صنم نظر آئے

تری تلاش میں یہ بھی مقام آیا ہے

جدھر نگاہ اٹھی صرف ہم نظر آئے

وہ جلوہ بار ہیں دل کے نگار خانے میں

جو میری چشم تماشا کو کم نظر آئے

پرکاش ناتھ پرویز

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Rah-e-talab Mein Hamein Gham Pe Gham Nazar Aae

Parkash Nath Parvez

rah-e-talab mein hamein gham pe gham nazar aae
ba-qadr-e-zauq magar phir bhi kam nazar aae

wahin wahin mera zauq-e-sujud machla hai
jahan jahan tere naqsh-e-qadam nazar aae

mere shuur ki aankhon mein aa gae aansu
mujhe asir-e-alam jab sanam nazar aae

teri talash mein ye bhi maqam aaya hai
jidhar nigah uThi sirf hum nazar aae

wo jalwa-bar hain dil ke nigar-KHane mein
jo meri chashm-e-tamasha ko kam nazar aae

(427) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Rah-e-talab Mein Hamein Gham Pe Gham Nazar Aae written by Parkash Nath Parvez at UrduPoint. Rah-e-talab Mein Hamein Gham Pe Gham Nazar Aae is one of the masterpieces written by Parkash Nath Parvez. You can also find the complete poetry collection of Parkash Nath Parvez by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Parkash Nath Parvez' above.

Rah-e-talab Mein Hamein Gham Pe Gham Nazar Aae is a widely read Urdu Ghazal. If you like Rah-e-talab Mein Hamein Gham Pe Gham Nazar Aae, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.