Aadmi Hun Devta Banna Nahin, Urdu Ghazal By Purshottam Abbi Azer

Aadmi Hun Devta Banna Nahin is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Purshottam Abbi Azer. Aadmi Hun Devta Banna Nahin comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Aadmi Hun Devta Banna Nahin on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

آدمی ہوں دیوتا بننا نہیں

پرشوتم ابّی آذر

آدمی ہوں دیوتا بننا نہیں

میں کسی سے بھی کبھی روٹھا نہیں

سچ کا حامی تو رہا جھوٹھا نہیں

جھوٹ میرے پاس بھی پھٹکا نہیں

حادثوں سے دیکھ میں ٹوٹا نہیں

میں کسی سے بھی کبھی جلتا نہیں

خوشیاں آئیں تو کبھی جھوما نہیں

دکھ ملے تو میں کبھی رویا نہیں

غم ملے جو راہ میں سسکا نہیں

آنسوؤں میں دیکھ میں ڈوبا نہیں

چاند کی اپنی کوئی سیما نہیں

چاند کی مہما کبھی ڈھلتا نہیں

دوستی آزرؔ تری بھولا نہیں

دوستوں نے کیا دیا سوچا نہیں

پرشوتم ابّی آذر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Aadmi Hun Devta Banna Nahin

Purshottam Abbi Azer

aadmi hun dewta banna nahin
main kisi se bhi kabhi ruTha nahin

sach ka hami to raha jhuTha nahin
jhuTh mere pas bhi phaTka nahin

hadson se dekh main TuTa nahin
main kisi se bhi kabhi jalta nahin

KHushiyan aain to kabhi jhuma nahin
dukh mile to main kabhi roya nahin

gham mile jo rah mein siska nahin
aansuon mein dekh main Duba nahin

chand ki apni koi sima nahin
chand ki mahima kabhi Dhalta nahin

dosti 'azar' teri bhula nahin
doston ne kya diya socha nahin

(579) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Aadmi Hun Devta Banna Nahin written by Purshottam Abbi Azer at UrduPoint. Aadmi Hun Devta Banna Nahin is one of the masterpieces written by Purshottam Abbi Azer. You can also find the complete poetry collection of Purshottam Abbi Azer by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Purshottam Abbi Azer' above.

Aadmi Hun Devta Banna Nahin is a widely read Urdu Ghazal. If you like Aadmi Hun Devta Banna Nahin, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.