Kahin Ye Dard Ka Dhaga Bhi Yun Sulajhta Hai, Urdu Ghazal By Qamar Iqbal

Kahin Ye Dard Ka Dhaga Bhi Yun Sulajhta Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Qamar Iqbal. Kahin Ye Dard Ka Dhaga Bhi Yun Sulajhta Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Kahin Ye Dard Ka Dhaga Bhi Yun Sulajhta Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کہیں یہ درد کا دھاگا بھی یوں سلجھتا ہے

قمر اقبال

کہیں یہ درد کا دھاگا بھی یوں سلجھتا ہے

گرہ جو کھولیں تو دل اور بھی الجھتا ہے

وہ ایک بات جو دل میں ہے میرے اس کے لیے

زباں سے کہتا نہیں وہ مگر سمجھتا ہے

میں تیری آنکھوں کی یہ پیاس کس طرح دیکھوں

مرے وجود میں بادل کوئی گرجتا ہے

عجیب چیز ہے یہ خوبی خطوط بدن

کوئی لباس ہو اس کے بدن پہ سجتا ہے

یہ رات اور یہ ڈستی ہوئی سی تنہائی

لہو کا ساز قمرؔ تن بدن میں بجتا ہے

قمر اقبال

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kahin Ye Dard Ka Dhaga Bhi Yun Sulajhta Hai

Qamar Iqbal

kahin ye dard ka dhaga bhi yun sulajhta hai
girah jo kholen to dil aur bhi ulajhta hai

wo ek baat jo dil mein hai mere us ke liye
zaban se kahta nahin wo magar samajhta hai

main teri aankhon ki ye pyas kis tarah dekhun
mere wajud mein baadal koi garajta hai

ajib chiz hai ye KHubi-e-KHutut-e-badan
koi libas ho us ke badan pe sajta hai

ye raat aur ye Dasti hui si tanhai
lahu ka saz 'qamar' tan-badan mein bajta hai

(648) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Kahin Ye Dard Ka Dhaga Bhi Yun Sulajhta Hai written by Qamar Iqbal at UrduPoint. Kahin Ye Dard Ka Dhaga Bhi Yun Sulajhta Hai is one of the masterpieces written by Qamar Iqbal. You can also find the complete poetry collection of Qamar Iqbal by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Qamar Iqbal' above.

Kahin Ye Dard Ka Dhaga Bhi Yun Sulajhta Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kahin Ye Dard Ka Dhaga Bhi Yun Sulajhta Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.