UjDa Lagta Hai Gharibon Ka Nagar Sham Ke Baad, Urdu Ghazal By Qamar Suroor

UjDa Lagta Hai Gharibon Ka Nagar Sham Ke Baad is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Qamar Suroor. UjDa Lagta Hai Gharibon Ka Nagar Sham Ke Baad comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read UjDa Lagta Hai Gharibon Ka Nagar Sham Ke Baad on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اجڑا لگتا ہے غریبوں کا نگر شام کے بعد

قمر سرور

اجڑا لگتا ہے غریبوں کا نگر شام کے بعد

دیکھ لیتے ہیں وہ امید سحر شام کے بعد

دھوپ رسوائی کا سامان لیے پھرتی ہے

اس کو آنا تھا تو آ جاتا مگر شام کے بعد

صبح ہوتے ہی وہ مرجھا گیا توبہ توبہ

کھل گیا تھا جو محبت کا ثمر شام کے بعد

وہ گلستاں میں رہے یا کسی ویرانے میں

ڈھونڈ لیتا ہے اسے ذوق نظر شام کے بعد

اپنی قسمت میں نہیں جشن چراغاں کا سرورؔ

رات آئی نہیں ہوتی ہے سحر شام کے بعد

قمر سرور

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

UjDa Lagta Hai Gharibon Ka Nagar Sham Ke Baad

Qamar Suroor

ujDa lagta hai gharibon ka nagar sham ke baad
dekh lete hain wo ummid-e-sahar sham ke baad

dhup ruswai ka saman liye phirti hai
us ko aana tha to aa jata magar sham ke baad

subh hote hi wo murjha gaya tauba tauba
khil gaya tha jo mohabbat ka samar sham ke baad

wo gulistan mein rahe ya kisi virane mein
DhunD leta hai use zauq-e-nazar sham ke baad

apni qismat mein nahin jashn charaghan ka 'surur'
raat aai nahin hoti hai sahar sham ke baad

(709) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read UjDa Lagta Hai Gharibon Ka Nagar Sham Ke Baad written by Qamar Suroor at UrduPoint. UjDa Lagta Hai Gharibon Ka Nagar Sham Ke Baad is one of the masterpieces written by Qamar Suroor. You can also find the complete poetry collection of Qamar Suroor by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Qamar Suroor' above.

UjDa Lagta Hai Gharibon Ka Nagar Sham Ke Baad is a widely read Urdu Ghazal. If you like UjDa Lagta Hai Gharibon Ka Nagar Sham Ke Baad, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.