Tum Apni Yaadon Ki Kahkashan Se Saja Hua Aasman Ban Kar, Urdu Ghazal By Qazi Syed Muhi Ahfaz Shaji

Tum Apni Yaadon Ki Kahkashan Se Saja Hua Aasman Ban Kar is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Qazi Syed Muhi Ahfaz Shaji. Tum Apni Yaadon Ki Kahkashan Se Saja Hua Aasman Ban Kar comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Tum Apni Yaadon Ki Kahkashan Se Saja Hua Aasman Ban Kar on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

تم اپنی یادوں کی کہکشاں سے سجا ہوا آسمان بن کر

قاضی سید محی احفاظ شجیع

تم اپنی یادوں کی کہکشاں سے سجا ہوا آسمان بن کر

مرے تصور پہ چھا بھی جاؤ محبتوں کا جہان بن کر

گھٹائیں بادل یہ چاند تارے حسین قدرت کے سب نظارے

چمن میں تتلی گگن میں پنچھی اڑے ہیں فطرت کی شان بن کر

اگرچہ طوفان سر اٹھائے زمانہ یوں ہی ہمیں ستائے

ہماری جرأت رہے سلامت کھڑے ہیں ہم تو چٹان بن کر

ہمیں نے سینچا ہے اس چمن کو ہمیں سے اردو کا بانکپن ہے

ہمارے خون جگر کی خوشبو مہک رہی ہے زبان بن کر

فضا میں نغمے محبتوں کے زمیں پہ چرچے صداقتوں کے

کریں گے ماحول ایسا برپا ہم امن کے ترجمان بن کر

یزیدی بیعت کا ذکر چھوڑو حسینی فطرت سے ناطہ جوڑو

تمہیں رہو گے ہمیشہ زندہ جہاں میں حق کا نشان بن کر

عجب زمانہ تھا وہ زمانہ عجب ہے ان کا حسیں فسانہ

وہ جن کے چہروں سے نور برسے رہیں جو سب کی امان بن کر

ہے ماں کے آنچل کی ٹھنڈی چھاؤں تو کیوں نہ اپنی تھکن مٹاؤں

وہ میری ہستی کے گرم صحرا پہ رہتی ہے سائبان بن کر

شجیعؔ الفت کے گیت گاؤ رہ طلب میں یہ جاں لٹاؤ

رہو گے زندہ حکایتوں میں وفا کی تم داستاں بن کر

قاضی سید محی احفاظ شجیع

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Tum Apni Yaadon Ki Kahkashan Se Saja Hua Aasman Ban Kar

Qazi Syed Muhi Ahfaz Shaji

tum apni yaadon ki kahkashan se saja hua aasman ban kar
mere tasawwur pe chha bhi jao mohabbaton ka jahan ban kar

ghaTaen baadal ye chand tare hasin qudrat ke sab nazare
chaman mein titli gagan mein panchhi uDe hain fitrat ki shan ban kar

agarche tufan sar uThae zamana yun hi hamein satae
hamari jurat rahe salamat khaDe hain hum to chaTan ban kar

hamin ne sincha hai is chaman ko hamin se urdu ka bankpan hai
hamare KHun-e-jigar ki KHushbu mahak rahi hai zaban ban kar

faza mein naghme mohabbaton ke zamin pe charche sadaqaton ke
karenge mahaul aisa barpa hum amn ke tarjuman ban kar

yazidi bai'at ka zikr chhoDo husaini fitrat se nata joDo
tumhin rahoge hamesha zinda jahan mein haq ka nishan ban kar

ajab zamana tha wo zamana ajab hai un ka hasin fasana
wo jin ke chehron se nur barse rahen jo sab ki aman ban kar

hai man ke aanchal ki ThanDi chhanw to kyon na apni thakan miTaun
wo meri hasti ke garm sahra pe rahti hai saeban ban kar

'shajia' ulfat ke git gao rah-e-talab mein ye jaan luTao
rahoge zinda hikayaton mein wafa ki tum dastan ban kar

(603) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Tum Apni Yaadon Ki Kahkashan Se Saja Hua Aasman Ban Kar written by Qazi Syed Muhi Ahfaz Shaji at UrduPoint. Tum Apni Yaadon Ki Kahkashan Se Saja Hua Aasman Ban Kar is one of the masterpieces written by Qazi Syed Muhi Ahfaz Shaji. You can also find the complete poetry collection of Qazi Syed Muhi Ahfaz Shaji by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Qazi Syed Muhi Ahfaz Shaji' above.

Tum Apni Yaadon Ki Kahkashan Se Saja Hua Aasman Ban Kar is a widely read Urdu Ghazal. If you like Tum Apni Yaadon Ki Kahkashan Se Saja Hua Aasman Ban Kar, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.