Safar Ye Mera Ajab Imtihan Chahta Hai, Urdu Ghazal By Raeesuddin Raees

Safar Ye Mera Ajab Imtihan Chahta Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Raeesuddin Raees. Safar Ye Mera Ajab Imtihan Chahta Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Safar Ye Mera Ajab Imtihan Chahta Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

سفر یہ میرا عجب امتحان چاہتا ہے

رئیس الدین رئیس

سفر یہ میرا عجب امتحان چاہتا ہے

بلا کے حبس میں بھی بادبان چاہتا ہے

وہ میرا دل نہیں میری زبان چاہتا ہے

مرا عدو ہے مجھی سے امان چاہتا ہے

ہزار اس کو وہی راستے بلاتے ہیں

قدم قدم وہ نیا آسمان چاہتا ہے

عجیب بات ہے مجھ سے مرا ہی آئینہ

مری شناخت کا کوئی نشان چاہتا ہے

میں خوش ہوں آج کہ میری انا کا سورج بھی

مرے ہی جسم کا اب سائبان چاہتا ہے

میں اس کی بات کی تردید کر تو دوں لیکن

مگر وہ شخص تو مجھ سے زبان چاہتا ہے

رئیس الدین رئیس

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Safar Ye Mera Ajab Imtihan Chahta Hai

Raeesuddin Raees

safar ye mera ajab imtihan chahta hai
bala ke habs mein bhi baadban chahta hai

wo mera dil nahin meri zaban chahta hai
mera udu hai mujhi se aman chahta hai

hazar us ko wahi raste bulate hain
qadam qadam wo naya aasman chahta hai

ajib baat hai mujh se mera hi aaina
meri shanaKHt ka koi nishan chahta hai

main KHush hun aaj ki meri ana ka suraj bhi
mere hi jism ka ab saeban chahta hai

main us ki baat ki tardid kar to dun lekin
magar wo shaKHs to mujh se zaban chahta hai

(673) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Safar Ye Mera Ajab Imtihan Chahta Hai written by Raeesuddin Raees at UrduPoint. Safar Ye Mera Ajab Imtihan Chahta Hai is one of the masterpieces written by Raeesuddin Raees. You can also find the complete poetry collection of Raeesuddin Raees by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Raeesuddin Raees' above.

Safar Ye Mera Ajab Imtihan Chahta Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Safar Ye Mera Ajab Imtihan Chahta Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.