Roz Ek KHwab-e-musalsal Aur Main, Urdu Ghazal By Raeesuddin Raees

Roz Ek KHwab-e-musalsal Aur Main is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Raeesuddin Raees. Roz Ek KHwab-e-musalsal Aur Main comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Roz Ek KHwab-e-musalsal Aur Main on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

روز اک خواب مسلسل اور میں

رئیس الدین رئیس

روز اک خواب مسلسل اور میں

رات بھر یادوں کا جنگل اور میں

ہاتھ کوئی بھی سہارے کو نہیں

پاؤں کے نیچے ہے دلدل اور میں

سوچتا ہوں شب گزاروں اب کہاں

گھر کا دروازہ مقفل اور میں

ہر قدم تاریکیاں ہیں ہم رکاب

اب کوئی جگنو نہ مشعل اور میں

ہے ہر اک پل خوف رقصاں موت کا

چار سو ہے شور مقتل اور میں

شعر کہنا اب رئیسؔ آساں نہیں

سامنے اک چہرہ مہمل اور میں

رئیس الدین رئیس

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Roz Ek KHwab-e-musalsal Aur Main

Raeesuddin Raees

roz ek KHwab-e-musalsal aur main
raat bhar yaadon ka jangal aur main

hath koi bhi sahaare ko nahin
panw ke niche hai daldal aur main

sochta hun shab guzarun ab kahan
ghar ka darwaza muqaffal aur main

har qadam tarikiyan hain ham-rikab
ab koi jugnu na mishal aur main

hai har ek pal KHauf raqsan maut ka
chaar-su hai shor-e-maqtal aur main

sher kahna ab 'rais' aasan nahin
samne ek chehra mohmal aur main

(491) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Roz Ek KHwab-e-musalsal Aur Main written by Raeesuddin Raees at UrduPoint. Roz Ek KHwab-e-musalsal Aur Main is one of the masterpieces written by Raeesuddin Raees. You can also find the complete poetry collection of Raeesuddin Raees by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Raeesuddin Raees' above.

Roz Ek KHwab-e-musalsal Aur Main is a widely read Urdu Ghazal. If you like Roz Ek KHwab-e-musalsal Aur Main, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.