Har Nafas Tez Aanch Par Kyon Hai, Urdu Ghazal By Rafiuddin Raz

Har Nafas Tez Aanch Par Kyon Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Rafiuddin Raz. Har Nafas Tez Aanch Par Kyon Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Har Nafas Tez Aanch Par Kyon Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ہر نفس تیز آنچ پر کیوں ہے

رفیع الدین راز

ہر نفس تیز آنچ پر کیوں ہے

خوف تنہائی اس قدر کیوں ہے

ابتدا قید انتہا بھی قید

پھر یہ تفہیم بال و پر کیوں ہے

دل اگر منتظر نہیں اس کا

پھر یہ تزئین بام و در کیوں ہے

اپنے سائے سے بھی ہے ناواقف

آدمی اتنا بے خبر کیوں ہے

بے زباں ہے یہ تیری نظروں میں

پھر تجھے آئنے کا ڈر کیوں ہے

خود کو دشمن بھی وہ نہیں کہتا

دوست گر ہے تو بے ضرر کیوں ہے

اپنے رنگ حجاب سے پوچھو

رازؔ شائستۂ نظر کیوں ہے

رفیع الدین راز

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Har Nafas Tez Aanch Par Kyon Hai

Rafiuddin Raz

har nafas tez aanch par kyon hai
KHauf-e-tanhai is qadar kyon hai

ibtida qaid intiha bhi qaid
phir ye tafhim-e-baal-o-par kyon hai

dil agar muntazir nahin us ka
phir ye tazin-e-baam-o-dar kyon hai

apne sae se bhi hai na-waqif
aadmi itna be-KHabar kyon hai

be-zaban hai ye teri nazron mein
phir tujhe aaine ka Dar kyon hai

KHud ko dushman bhi wo nahin kahta
dost gar hai to be-zarar kyon hai

apne rang-e-hijab se puchho
'raaz' shaista-e-nazar kyon hai

(595) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Har Nafas Tez Aanch Par Kyon Hai written by Rafiuddin Raz at UrduPoint. Har Nafas Tez Aanch Par Kyon Hai is one of the masterpieces written by Rafiuddin Raz. You can also find the complete poetry collection of Rafiuddin Raz by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Rafiuddin Raz' above.

Har Nafas Tez Aanch Par Kyon Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Har Nafas Tez Aanch Par Kyon Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.