Hunar-e-zaKHm-numai Bhi Nahin, Urdu Ghazal By Raghib Akhtar

Hunar-e-zaKHm-numai Bhi Nahin is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Raghib Akhtar. Hunar-e-zaKHm-numai Bhi Nahin comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Hunar-e-zaKHm-numai Bhi Nahin on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ہنر زخم نمائی بھی نہیں

راغب اختر

ہنر زخم نمائی بھی نہیں

صلۂ آبلہ پائی بھی نہیں

درد سر اب ترے ہونے کا سبب

اب تو وہ دست حنائی بھی نہیں

میں نے ہر رنگ سمیٹا اس کا

اور تصویر بنائی بھی نہیں

بندگی بھی نہ مجھے راس آئی

اور پندار خدائی بھی نہیں

جل گیا جس میں مرا سارا وجود

تو نے وہ آگ لگائی بھی نہیں

اے خدا بخت سکندر مت دے

اور کشکول گدائی بھی نہیں

راغب اختر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Hunar-e-zaKHm-numai Bhi Nahin

Raghib Akhtar

hunar-e-zaKHm-numai bhi nahin
sila-e-abla-pai bhi nahin

dard-e-sar ab tere hone ka sabab
ab to wo dast-e-hinai bhi nahin

main ne har rang sameTa us ka
aur taswir banai bhi nahin

bandagi bhi na mujhe ras aai
aur pindar-e-KHudai bhi nahin

jal gaya jis mein mera sara wajud
tu ne wo aag lagai bhi nahin

ai KHuda baKHt-sinkandar mat de
aur kashkol-gadai bhi nahin

(527) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Hunar-e-zaKHm-numai Bhi Nahin written by Raghib Akhtar at UrduPoint. Hunar-e-zaKHm-numai Bhi Nahin is one of the masterpieces written by Raghib Akhtar. You can also find the complete poetry collection of Raghib Akhtar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Raghib Akhtar' above.

Hunar-e-zaKHm-numai Bhi Nahin is a widely read Urdu Ghazal. If you like Hunar-e-zaKHm-numai Bhi Nahin, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.