Mere Aangan Se Ujala Kya Gaya, Urdu Ghazal By Raghunandan Sharma Danish

Mere Aangan Se Ujala Kya Gaya is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Raghunandan Sharma Danish. Mere Aangan Se Ujala Kya Gaya comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Mere Aangan Se Ujala Kya Gaya on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

میرے آنگن سے اجالا کیا گیا

رگھونندن شرما دانش

میرے آنگن سے اجالا کیا گیا

چھوڑ کر مجھ کو مرا سایا گیا

میں نے دیکھا تھا کسی کو ڈوبتے

اور میں بھی ڈوبتے دیکھا گیا

دوست گھر آیا تھا آدھی رات میں

مجھ سے دروازہ نہیں کھولا گیا

بھیڑ سے خود کو بچا لایا تھا میں

اور اپنے آپ سے ٹکرا گیا

ٹھیک سے دکھتا نہیں پیکر ترا

تو مرے نزدیک اتنا آ گیا

بادلوں کو ہے خبر اس بات کی

کون کس دریا سے کب پیاسا گیا

رگھونندن شرما دانش

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Mere Aangan Se Ujala Kya Gaya

Raghunandan Sharma Danish

mere aangan se ujala kya gaya
chhoD kar mujh ko mera saya gaya

main ne dekha tha kisi ko Dubte
aur main bhi Dubte dekha gaya

dost ghar aaya tha aadhi raat mein
mujh se darwaza nahin khola gaya

bhiD se KHud ko bacha laya tha main
aur apne aap se Takra gaya

Thik se dikhta nahin paikar tera
tu mere nazdik itna aa gaya

baadalon ko hai KHabar is baat ki
kaun kis dariya se kab pyasa gaya

(596) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Mere Aangan Se Ujala Kya Gaya written by Raghunandan Sharma Danish at UrduPoint. Mere Aangan Se Ujala Kya Gaya is one of the masterpieces written by Raghunandan Sharma Danish. You can also find the complete poetry collection of Raghunandan Sharma Danish by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Raghunandan Sharma Danish' above.

Mere Aangan Se Ujala Kya Gaya is a widely read Urdu Ghazal. If you like Mere Aangan Se Ujala Kya Gaya, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.