Kaise Paun Tujhe Girdab Nazar Aata Hai, Urdu Ghazal By Raghunandan Sharma Danish

Kaise Paun Tujhe Girdab Nazar Aata Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Raghunandan Sharma Danish. Kaise Paun Tujhe Girdab Nazar Aata Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Kaise Paun Tujhe Girdab Nazar Aata Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کیسے پاؤں تجھے گرداب نظر آتا ہے

رگھونندن شرما دانش

کیسے پاؤں تجھے گرداب نظر آتا ہے

اور تو مجھ کو تہہ آب نظر آتا ہے

تو جو دکھ جائے تو میں عید مکمل سمجھوں

اب مجھے تجھ میں ہی مہتاب نظر آتا ہے

چاک دامن بھی ہے مفلس بھی ہے بے گھر بھی ہے

اس لیے زر کا اسے خواب نظر آتا ہے

ایک وو شخص جو اوروں کے لیے جیتا ہو

آج کے دور میں کم یاب نظر آتا ہے

دور مشکل میں مجھے جس نے نہیں پہچانا

آج وو ملنے کو بیتاب نظر آتا ہے

رگھونندن شرما دانش

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kaise Paun Tujhe Girdab Nazar Aata Hai

Raghunandan Sharma Danish

kaise paun tujhe girdab nazar aata hai
aur tu mujh ko tah-e-ab nazar aata hai

tu jo dikh jae to main id mukammal samjhun
ab mujhe tujhmen hi mahtab nazar aata hai

chaak daman bhi hai muflis bhi hai be-ghar bhi hai
is liye zar ka use KHwab nazar aata hai

ek wo shaKHs jo auron ke liye jita ho
aaj ke daur mein kamyab nazar aata hai

daur-e-mushkil mein mujhe jis ne nahin pahchana
aaj wo milne ko betab nazar aata hai

(558) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Kaise Paun Tujhe Girdab Nazar Aata Hai written by Raghunandan Sharma Danish at UrduPoint. Kaise Paun Tujhe Girdab Nazar Aata Hai is one of the masterpieces written by Raghunandan Sharma Danish. You can also find the complete poetry collection of Raghunandan Sharma Danish by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Raghunandan Sharma Danish' above.

Kaise Paun Tujhe Girdab Nazar Aata Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kaise Paun Tujhe Girdab Nazar Aata Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.