Har Ek Sans Mein Kuchh Dard Dard Lagta Hai, Urdu Ghazal By Raj Kheti

Har Ek Sans Mein Kuchh Dard Dard Lagta Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Raj Kheti. Har Ek Sans Mein Kuchh Dard Dard Lagta Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Har Ek Sans Mein Kuchh Dard Dard Lagta Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ہر ایک سانس میں کچھ درد درد لگتا ہے

راج کھیتی

ہر ایک سانس میں کچھ درد درد لگتا ہے

مرا وجود ہی اب گرد گرد لگتا ہے

تمہارے قرب میں گرمی بہت غضب کی تھی

ہوا کا ہاتھ مگر سرد سرد لگتا ہے

نہ جانے آئی کہاں سے بھکاریوں کی یہ بھیڑ

گداگر آج مجھے فرد فرد لگتا ہے

اسی میں دیکھی تھی تصویر کائنات کبھی

وہ آئینہ کہ جو اب گرد گرد لگتا ہے

وہ ایک ہم تھے کہ سمجھا حریف کو بھی حلیف

فریب کار تمہیں فرد فرد لگتا ہے

کسی کے ہونٹوں کی سرخی کو کیا ہوا ہے راجؔ

غزل کا چہرہ بھی کچھ زرد زرد لگتا ہے

راج کھیتی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Har Ek Sans Mein Kuchh Dard Dard Lagta Hai

Raj Kheti

har ek sans mein kuchh dard dard lagta hai
mera wajud hi ab gard gard lagta hai

tumhaare qurb mein garmi bahut ghazab ki thi
hawa ka hath magar sard sard lagta hai

na jaane aai kahan se bhikariyon ki ye bhiD
gadagar aaj mujhe fard fard lagta hai

usi mein dekhi thi taswir-e-kaenat kabhi
wo aaina ki jo ab gard gard lagta hai

wo ek hum the ki samjha harif ko bhi halif
fareb-kar tumhein fard fard lagta hai

kisi ke honTon ki surKHi ko kya hua hai 'raj
ghazal ka chehra bhi kuchh zard zard lagta hai

(348) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Har Ek Sans Mein Kuchh Dard Dard Lagta Hai written by Raj Kheti at UrduPoint. Har Ek Sans Mein Kuchh Dard Dard Lagta Hai is one of the masterpieces written by Raj Kheti. You can also find the complete poetry collection of Raj Kheti by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Raj Kheti' above.

Har Ek Sans Mein Kuchh Dard Dard Lagta Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Har Ek Sans Mein Kuchh Dard Dard Lagta Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.