Gum Gaya Ho Kahin Aisa Nahin Hai, Urdu Ghazal By Rajat Gupta Ahd

Gum Gaya Ho Kahin Aisa Nahin Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Rajat Gupta Ahd. Gum Gaya Ho Kahin Aisa Nahin Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Gum Gaya Ho Kahin Aisa Nahin Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

گم گیا ہو کہیں ایسا نہیں ہے

رجت گپتا عہد

گم گیا ہو کہیں ایسا نہیں ہے

وقت پھر بھی مجھے ملتا نہیں ہے

چھوڑ دیتا ہے مجھے منزل پر

راستہ ساتھ یہ رکتا نہیں ہے

کل دعا میں تجھے مانگا تھا مگر

پوری ہوگی دعا لگتا نہیں ہے

اس میں اچھا نہیں دکھتا ہوں میں

آئنہ وہ ترے جیسا نہیں ہے

گر محبت ہے تو پھر یہ نہ کہو

وہ ہے ایسا یا وہ ویسا نہیں ہے

احدؔ مت دو ابھی کل کے وعدے

ابھی کل میں مجھے جینا نہیں ہے

رجت گپتا عہد

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Gum Gaya Ho Kahin Aisa Nahin Hai

Rajat Gupta Ahd

gum gaya ho kahin aisa nahin hai
waqt phir bhi mujhe milta nahin hai

chhoD deta hai mujhe manzil par
rasta sath ye rukta nahin hai

kal dua mein tujhe manga tha magar
puri hogi dua lagta nahin hai

us mein achchha nahin dikhta hun main
aaina wo tere jaisa nahin hai

gar mohabbat hai to phir ye na kaho
wo hai aisa ya wo waisa nahin hai

'ahad' mat do abhi kal ke wade
abhi kal mein mujhe jina nahin hai

(491) ووٹ وصول ہوئے

You can read Gum Gaya Ho Kahin Aisa Nahin Hai written by Rajat Gupta Ahd at UrduPoint. Gum Gaya Ho Kahin Aisa Nahin Hai is one of the masterpieces written by Rajat Gupta Ahd. You can also find the complete poetry collection of Rajat Gupta Ahd by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Rajat Gupta Ahd' above.

Gum Gaya Ho Kahin Aisa Nahin Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Gum Gaya Ho Kahin Aisa Nahin Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.