Sar-ba-sar Ek Chamakti Hui Talwar Tha Main, Urdu Ghazal By Rajinder Manchanda Bani

Sar-ba-sar Ek Chamakti Hui Talwar Tha Main is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Rajinder Manchanda Bani. Sar-ba-sar Ek Chamakti Hui Talwar Tha Main comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Sar-ba-sar Ek Chamakti Hui Talwar Tha Main on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

سر بہ سر ایک چمکتی ہوئی تلوار تھا میں

راجیندر منچندا بانی

سر بہ سر ایک چمکتی ہوئی تلوار تھا میں

موج دریا سے مگر بر سر پیکار تھا میں

میں کسی لمحۂ بے وقت کا اک سایہ تھا

یا کسی حرف تہی اسم کا اظہار تھا میں

ایک اک موج پٹخ دیتی تھی باہر مجھ کو

کبھی اس پار تھا میں اور کبھی اس پار تھا میں

اس نے پھر ترک تعلق کا بھی موقع نہ دیا

گھٹتے رشتوں سے کہ ہر چند خبردار تھا میں

اس تماشے میں تأثر کوئی لانے کے لیے

قتل بانیؔ جسے ہونا تھا وہ کردار تھا میں

راجیندر منچندا بانی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Sar-ba-sar Ek Chamakti Hui Talwar Tha Main

Rajinder Manchanda Bani

sar-ba-sar ek chamakti hui talwar tha main
mauj-e-dariya se magar bar-sar-e-paikar tha main

main kisi lamha-e-be-waqt ka ek saya tha
ya kisi harf-e-tahi-ism ka izhaar tha main

ek ek mauj paTaKH deti thi bahar mujh ko
kabhi is par tha main aur kabhi us par tha main

us ne phir tark-e-talluq ka bhi mauqa na diya
ghaTte rishton se ki har-chand KHabar-dar tha main

is tamashe mein tassur koi lane ke liye
qatl 'bani' jise hona tha wo kirdar tha main

(398) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Sar-ba-sar Ek Chamakti Hui Talwar Tha Main written by Rajinder Manchanda Bani at UrduPoint. Sar-ba-sar Ek Chamakti Hui Talwar Tha Main is one of the masterpieces written by Rajinder Manchanda Bani. You can also find the complete poetry collection of Rajinder Manchanda Bani by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Rajinder Manchanda Bani' above.

Sar-ba-sar Ek Chamakti Hui Talwar Tha Main is a widely read Urdu Ghazal. If you like Sar-ba-sar Ek Chamakti Hui Talwar Tha Main, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.