Jo Dair-o-haram Ko Baham Dekhte Hain, Urdu Ghazal By Raza Amrohvi

Jo Dair-o-haram Ko Baham Dekhte Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Raza Amrohvi. Jo Dair-o-haram Ko Baham Dekhte Hain comes under the Sufi category of Urdu Ghazal. You can read Jo Dair-o-haram Ko Baham Dekhte Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جو دیر و حرم کو بہم دیکھتے ہیں

رضا امروہوی

جو دیر و حرم کو بہم دیکھتے ہیں

وہی آدمیت کے غم دیکھتے ہیں

ہمیں دیکھ ہم وحشتوں کے جہاں سے

تری زلف کے پیچ و خم دیکھتے ہیں

عجب حادثہ ہے کہ ہم چشم گل سے

عنادل کی آنکھوں کو نم دیکھتے ہیں

مکاں میں ہی کیا لا مکاں میں بھی تو ہے

تجھے نور و نکہت میں ہم دیکھتے ہیں

مآل گلستاں فراموش کر کے

متاع گلستاں کو ہم دیکھتے ہیں

جہاں سر جھکاتے ہیں ہم بے خودی میں

رضاؔ ان کے نقش قدم دیکھتے ہیں

رضا امروہوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Jo Dair-o-haram Ko Baham Dekhte Hain

Raza Amrohvi

jo dair-o-haram ko baham dekhte hain
wahi aadamiyyat ke gham dekhte hain

hamein dekh hum wahshaton ke jahan se
teri zulf ke pech-o-KHam dekhte hain

ajab hadisa hai ki hum chashm-e-gul se
anadil ki aankhon ko nam dekhte hain

makan mein hi kya la-makan mein bhi tu hai
tujhe nur-o-nikhat mein hum dekhte hain

maal-e-gulistan faramosh kar ke
mataa-e-gulistan ko hum dekhte hain

jahan sar jhukate hain hum be-KHudi mein
'raza' un ke naqsh-e-qadam dekhte hain

(493) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Jo Dair-o-haram Ko Baham Dekhte Hain written by Raza Amrohvi at UrduPoint. Jo Dair-o-haram Ko Baham Dekhte Hain is one of the masterpieces written by Raza Amrohvi. You can also find the complete poetry collection of Raza Amrohvi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Raza Amrohvi' above.

Jo Dair-o-haram Ko Baham Dekhte Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Jo Dair-o-haram Ko Baham Dekhte Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sufi Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.