Mere Nale Par Nahin Tujhko Taghaful Ke Siwa, Urdu Ghazal By Raza Azimabadi

Mere Nale Par Nahin Tujhko Taghaful Ke Siwa is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Raza Azimabadi. Mere Nale Par Nahin Tujhko Taghaful Ke Siwa comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Mere Nale Par Nahin Tujhko Taghaful Ke Siwa on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

میرے نالے پر نہیں تجھ کو تغافل کے سوا

رضا عظیم آبادی

میرے نالے پر نہیں تجھ کو تغافل کے سوا

گل نہیں سنتا کسی کا شور بلبل کے سوا

تم جو کچھ چاہو کرو جور و عتاب و خشم و ناز

کچھ نہیں بنتا ہے عاشق سے تحمل کے سوا

جو سخن رس آشنا ہیں زلف و کاکل کے تری

ان کو مضموں بھی نہیں ملتا ہے سنبل کے سوا

کس طرح مجھ سے جدائی تجھ کو آتی ہے پسند

قافیہ گل کا نہیں ٹھہرے ہے بلبل کے سوا

واسطے موسیٰ کے سرمہ طور کا ہے اے رضاؔ

میں نہ دوں آنکھوں میں خاک پائے دلدل کے سوا

رضا عظیم آبادی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Mere Nale Par Nahin Tujhko Taghaful Ke Siwa

Raza Azimabadi

mere nale par nahin tujh ko taghaful ke siwa
gul nahin sunta kisi ka shor-e-bulbul ke siwa

tum jo kuchh chaho karo jaur-o-itab-o-KHashm-o-naz
kuchh nahin banta hai aashiq se tahammul ke siwa

jo suKHan-ras aashna hain zulf-o-kakul ke teri
un ko mazmun bhi nahin milta hai sumbul ke siwa

kis tarah mujh se judai tujh ko aati hai pasand
qafiya gul ka nahin Thahre hai bulbul ke siwa

waste musa ke surma tur ka hai ai 'raza'
main na dun aankhon mein KHak-e-pa-e-duldul ke siwa

(335) ووٹ وصول ہوئے

You can read Mere Nale Par Nahin Tujhko Taghaful Ke Siwa written by Raza Azimabadi at UrduPoint. Mere Nale Par Nahin Tujhko Taghaful Ke Siwa is one of the masterpieces written by Raza Azimabadi. You can also find the complete poetry collection of Raza Azimabadi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Raza Azimabadi' above.

Mere Nale Par Nahin Tujhko Taghaful Ke Siwa is a widely read Urdu Ghazal. If you like Mere Nale Par Nahin Tujhko Taghaful Ke Siwa, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.