Tasbih Aur Zunnar, Urdu Nazam By Razi Badayuni

Tasbih Aur Zunnar is a famous Urdu Nazam written by a famous poet, Razi Badayuni. Tasbih Aur Zunnar comes under the Sufi category of Urdu Nazam. You can read Tasbih Aur Zunnar on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

تسبیح اور زنار

رضی بدایونی

زنار سے تسبیح کی پھر کیسے نبھے گی

یہ اس سے پریشان ہے وہ اس سے پریشاں

کچھ ابر ستم ایسا مسلط ہے فضا پر

انسان کو انسان سمجھتا نہیں انساں

مسجد سے برہمن کو ہے عابد کو بتوں سے

نفرت کے دیوں سے ہے ہر اک گھر میں چراغاں

مغرب کی سیاست نے تو دنیا ہی بدل دی

زنار چمکدار نہ تسبیح درخشاں

ایمان کے محور سے رضیؔ دونوں جدا ہیں

گیتا وہاں بکسوں میں یہاں طاق میں قرآں

رضی بدایونی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Tasbih Aur Zunnar

Razi Badayuni

zunnar se tasbih ki phir kaise nibhegi
ye is se pareshan hai wo us se pareshan
kuchh abr-e-sitam aisa musallat hai faza par
insan ko insan samajhta nahin insan
masjid se barahman ko hai aabid ko buton se
nafrat ke diyon se hai har ek ghar mein charaghan
maghrib ki siyasat ne to duniya hi badal di
zunnar chamakdar na tasbih daraKHshan
iman ke mehwar se 'razi' donon juda hain
gita wahan bakson mein yahan taq mein quran

(514) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Tasbih Aur Zunnar written by Razi Badayuni at UrduPoint. Tasbih Aur Zunnar is one of the masterpieces written by Razi Badayuni. You can also find the complete poetry collection of Razi Badayuni by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Razi Badayuni' above.

Tasbih Aur Zunnar is a widely read Urdu Nazam. If you like Tasbih Aur Zunnar, you will also like to read other famous Urdu Nazam.

You can also read Sufi Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.