Ghaibi Duniyaon Se Tanha Kyun Aata Hai, Urdu Ghazal By Riyaz Latif

Ghaibi Duniyaon Se Tanha Kyun Aata Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Riyaz Latif. Ghaibi Duniyaon Se Tanha Kyun Aata Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ghaibi Duniyaon Se Tanha Kyun Aata Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

غیبی دنیاؤں سے تنہا کیوں آتا ہے

ریاض لطیف

غیبی دنیاؤں سے تنہا کیوں آتا ہے

دو ہونٹوں کے بیچ یہ دریا کیوں آتا ہے

جیسے میں اپنی آنکھوں میں ڈوب رہا ہوں

غیروں کو اکثر یہ سپنا کیوں آتا ہے

میری راتوں کے سارے اسرار سمیٹے

مجھ سے پہلے میرا سایا کیوں آتا ہے

جہتوں کے برزخ میں پاؤں الجھ جاتے ہیں

رستے میں سانسوں کا راستا کیوں آتا ہے

سات فلک کیوں ڈھلتے ہیں آنسو میں میرے

پانی کی تشکیل میں صحرا کیوں آتا ہے

میں جب ایک ہیولیٰ ہوں نفی کا تو پھر

ہر چہرے میں میرا چہرہ کیوں آتا ہے

ریاض لطیف

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ghaibi Duniyaon Se Tanha Kyun Aata Hai

Riyaz Latif

ghaibi duniyaon se tanha kyun aata hai
do honTon ke bich ye dariya kyun aata hai

jaise main apni aankhon mein Dub raha hun
ghairon ko aksar ye sapna kyun aata hai

meri raaton ke sare asrar sameTe
mujh se pahle mera saya kyun aata hai

jahton ke barzaKH mein panw ulajh jate hain
raste mein sanson ka rasta kyun aata hai

sat falak kyun Dhalte hain aansu mein mere
pani ki tashkil mein sahra kyun aata hai

main jab ek hayula hun nafi ka to phir
har chehre mein mera chehra kyun aata hai

(456) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ghaibi Duniyaon Se Tanha Kyun Aata Hai written by Riyaz Latif at UrduPoint. Ghaibi Duniyaon Se Tanha Kyun Aata Hai is one of the masterpieces written by Riyaz Latif. You can also find the complete poetry collection of Riyaz Latif by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Riyaz Latif' above.

Ghaibi Duniyaon Se Tanha Kyun Aata Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ghaibi Duniyaon Se Tanha Kyun Aata Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.