Na Us Ka Batin-o-zahir Badalne Wala Hai, Urdu Ghazal By Safdar Hamadani

Na Us Ka Batin-o-zahir Badalne Wala Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Safdar Hamadani. Na Us Ka Batin-o-zahir Badalne Wala Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Na Us Ka Batin-o-zahir Badalne Wala Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

نہ اس کا باطن و ظاہر بدلنے والا ہے

صفدر ہمدانی

نہ اس کا باطن و ظاہر بدلنے والا ہے

مفاد دیکھ کے محور بدلنے والا ہے

عدالتوں کے رویوں پہ مت قیافہ کر

یہ کون کہتا ہے منظر بدلنے والا ہے

فلک پہ چاند ستارے ہیں سانس روکے ہوئے

لباس آج وہ پیکر بدلنے والا ہے

جو کہہ دیا ہے بس اس پر ہنوز قائم ہیں

نہ وہ نہ میں نہ سمندر بدلنے والا ہے

مجھ ایک فرد میں طاقت ہے سارے لشکر کی

سپہ سلار تو لشکر بدلنے والا ہے

دھیان دو نہ یہ ہے چال میرے دشمن کی

غلط یہ سوچ کہ صفدرؔ بدلنے والا ہے

صفدر ہمدانی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Na Us Ka Batin-o-zahir Badalne Wala Hai

Safdar Hamadani

na us ka batin-o-zahir badalne wala hai
mafad dekh ke mehwar badalne wala hai

adalaton ke rawayyon pe mat qayafa kar
ye kaun kahta hai manzar badalne wala hai

falak pe chand sitare hain sans roke hue
libas aaj wo paikar badalne wala hai

jo kah diya hai bas us par hanuz qaem hain
na wo na main na samundar badalne wala hai

mujh ek fard mein taqat hai sare lashkar ki
sipah-salar to lashkar badalne wala hai

dhiyan do na ye hai chaal mere dushman ki
ghalat ye soch ki 'safdar' badalne wala hai

(494) ووٹ وصول ہوئے

You can read Na Us Ka Batin-o-zahir Badalne Wala Hai written by Safdar Hamadani at UrduPoint. Na Us Ka Batin-o-zahir Badalne Wala Hai is one of the masterpieces written by Safdar Hamadani. You can also find the complete poetry collection of Safdar Hamadani by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Safdar Hamadani' above.

Na Us Ka Batin-o-zahir Badalne Wala Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Na Us Ka Batin-o-zahir Badalne Wala Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.