Nihan Ho Ke Bhi Main Zahir Rahunga, Urdu Ghazal By Safdar Hamadani

Nihan Ho Ke Bhi Main Zahir Rahunga is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Safdar Hamadani. Nihan Ho Ke Bhi Main Zahir Rahunga comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Nihan Ho Ke Bhi Main Zahir Rahunga on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

نہاں ہو کے بھی میں ظاہر رہوں گا

صفدر ہمدانی

نہاں ہو کے بھی میں ظاہر رہوں گا

تری ہر سوچ کا محور رہوں گا

میں اب محصور کر ڈالوں گا خود کو

مثال خانۂ بے در رہوں گا

تمہارے ساتھ اب رہنا ہے مشکل

میں اپنی ذات کے اندر رہوں گا

بچھڑ کے بھی رہیں گے ساتھ دونوں

تو میرا میں ترا پیکر رہوں گا

مجھے بے بال و پر گرداننا مت

میں تنہا ہی سہی لشکر رہوں گا

ستارہ اب کوئی آنگن میں اترے

اسی امید پر اب گھر رہوں گا

زمانہ جو بھی چاہے نام دے دے

میں صفدرؔ ہوں میں بس صفدرؔ رہوں گا

صفدر ہمدانی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Nihan Ho Ke Bhi Main Zahir Rahunga

Safdar Hamadani

nihan ho ke bhi main zahir rahunga
teri har soch ka mehwar rahunga

main ab mahsur kar Dalunga KHud ko
misal-e-KHana-e-be-dar rahunga

tumhaare sath ab rahna hai mushkil
main apni zat ke andar rahunga

bichhaD ke bhi rahenge sath donon
tu mera main tera paikar rahunga

mujhe be-baal-o-par gardanna mat
main tanha hi sahi lashkar rahunga

sitara ab koi aangan mein utre
isi ummid par ab ghar rahunga

zamana jo bhi chahe nam de de
main 'safdar' hun main bas 'safdar' rahunga

(426) ووٹ وصول ہوئے

You can read Nihan Ho Ke Bhi Main Zahir Rahunga written by Safdar Hamadani at UrduPoint. Nihan Ho Ke Bhi Main Zahir Rahunga is one of the masterpieces written by Safdar Hamadani. You can also find the complete poetry collection of Safdar Hamadani by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Safdar Hamadani' above.

Nihan Ho Ke Bhi Main Zahir Rahunga is a widely read Urdu Ghazal. If you like Nihan Ho Ke Bhi Main Zahir Rahunga, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.