Jis Roz Se Sauda Teri Ulfat Ka Hai Sar Mein, Urdu Ghazal By Safdar Mirzapuri

Jis Roz Se Sauda Teri Ulfat Ka Hai Sar Mein is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Safdar Mirzapuri. Jis Roz Se Sauda Teri Ulfat Ka Hai Sar Mein comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Jis Roz Se Sauda Teri Ulfat Ka Hai Sar Mein on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جس روز سے سودا تری الفت کا ہے سر میں

صفدر مرزا پوری

جس روز سے سودا تری الفت کا ہے سر میں

ہستی کی بھی ہستی نہ رہی میری نظر میں

اے فکر معیشت تجھے کیا کہہ کے میں کوسوں

دو روز بھی رہنے نہ دیا چین سے گھر میں

احباب شب غم مری تصویر نہ کھینچیں

رہنے دیں اتر جائے گی یہ رات ہی بھر میں

اندھیر کیا تو نے یہ کیا بے خودیٔ شوق

گھر سے ہمیں باہر کیا وہ آئے جو گھر میں

اب عکس سے بھی آنکھ ملائی نہیں جاتی

کھوئے گئے اس طرح وہ آئینے کے گھر میں

تارے نہیں یہ آخر شب چرخ پہ صفدرؔ

جو پھول نظر آتے ہیں دامان سحر میں

صفدر مرزا پوری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Jis Roz Se Sauda Teri Ulfat Ka Hai Sar Mein

Safdar Mirzapuri

jis roz se sauda teri ulfat ka hai sar mein
hasti ki bhi hasti na rahi meri nazar mein

ai fikr-e-maishat tujhe kya kah ke main kosun
do roz bhi rahne na diya chain se ghar mein

ahbab shab-e-gham meri taswir na khinchen
rahne den utar jaegi ye raat hi bhar mein

andher kiya tu ne ye kya be-KHudi-e-shauq
ghar se hamein bahar kiya wo aae jo ghar mein

ab aks se bhi aankh milai nahin jati
khoe gae is tarah wo aaine ke ghar mein

tare nahin ye aaKHir-e-shab charKH pe 'safdar'
jo phul nazar aate hain daman-e-sahar mein

(323) ووٹ وصول ہوئے

You can read Jis Roz Se Sauda Teri Ulfat Ka Hai Sar Mein written by Safdar Mirzapuri at UrduPoint. Jis Roz Se Sauda Teri Ulfat Ka Hai Sar Mein is one of the masterpieces written by Safdar Mirzapuri. You can also find the complete poetry collection of Safdar Mirzapuri by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Safdar Mirzapuri' above.

Jis Roz Se Sauda Teri Ulfat Ka Hai Sar Mein is a widely read Urdu Ghazal. If you like Jis Roz Se Sauda Teri Ulfat Ka Hai Sar Mein, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.