Jaan Jaane Ko Hai Aur Raqs Mein Parwana Hai, Urdu Ghazal By Saghar Khayyami

Jaan Jaane Ko Hai Aur Raqs Mein Parwana Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Saghar Khayyami. Jaan Jaane Ko Hai Aur Raqs Mein Parwana Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Jaan Jaane Ko Hai Aur Raqs Mein Parwana Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جان جانے کو ہے اور رقص میں پروانہ ہے

ساغر خیامی

جان جانے کو ہے اور رقص میں پروانہ ہے

کتنا رنگین محبت ترا افسانہ ہے

یہ تو دیکھا کہ مرے ہاتھ میں پیمانہ ہے

یہ نہ دیکھا کہ غم عشق کو سمجھانا ہے

اتنا نزدیک ہوئے ترک تعلق کی قسم

جو کہانی ہے مری آپ کا افسانہ ہے

ہم نہیں وہ کہ بھلا دیں ترے احسان و کرم

اک عنایت ترا خوابوں میں چلا آنا ہے

ایک محشر سے نہیں کم ترا آنا لیکن

اک قیامت ترا پہلو سے چلا جانا ہے

خم و مینا مے و مستی یہ گلابی آنکھیں

کتنا پر کیف مرے ہجر کا افسانہ ہے

ساغر خیامی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Jaan Jaane Ko Hai Aur Raqs Mein Parwana Hai

Saghar Khayyami

jaan jaane ko hai aur raqs mein parwana hai
kitna rangin mohabbat tera afsana hai

ye to dekha ki mere hath mein paimana hai
ye na dekha ki gham-e-ishq ko samjhana hai

itna nazdik hue tark-e-talluq ki qasam
jo kahani hai meri aap ka afsana hai

hum nahin wo ki bhula den tere ehsan-o-karam
ek inayat tera KHwabon mein chala aana hai

ek mahshar se nahin kam tera aana lekin
ek qayamat tera pahlu se chala jaana hai

KHum o mina mai o masti ye gulabi aankhen
kitna pur-kaif mere hijr ka afsana hai

(602) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Jaan Jaane Ko Hai Aur Raqs Mein Parwana Hai written by Saghar Khayyami at UrduPoint. Jaan Jaane Ko Hai Aur Raqs Mein Parwana Hai is one of the masterpieces written by Saghar Khayyami. You can also find the complete poetry collection of Saghar Khayyami by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Saghar Khayyami' above.

Jaan Jaane Ko Hai Aur Raqs Mein Parwana Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Jaan Jaane Ko Hai Aur Raqs Mein Parwana Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.