Main Bahaaron Ke Rup Mein Gum Tha, Urdu Ghazal By Sahba Akhtar

Main Bahaaron Ke Rup Mein Gum Tha is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Sahba Akhtar. Main Bahaaron Ke Rup Mein Gum Tha comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Main Bahaaron Ke Rup Mein Gum Tha on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

میں بہاروں کے روپ میں گم تھا

صہبا اختر

میں بہاروں کے روپ میں گم تھا

جب تجھے مجھ سے کچھ تبسم تھا

تھا وہ اپنے ہی خوف کا محکوم

جس کی آواز میں تحکم تھا

وصل تیرا رہا نہ راز کہ صبح

در و دیوار پر تبسم تھا

میرے شعروں میں ڈھل سکا نہ کبھی

جو مری روح میں ترنم تھا

میں پیمبر نہ تھا مگر مجھ سے

ماہ و خورشید کو تکلم تھا

سب بہانے تھے کوچہ گردی کے

کون تیری تلاش میں گم تھا

میرا ساحل نہ بن سکا صہباؔ

میری فطرت میں جو تلاطم تھا

صہبا اختر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Main Bahaaron Ke Rup Mein Gum Tha

Sahba Akhtar

main bahaaron ke rup mein gum tha
jab tujhe mujh se kuchh tabassum tha

tha wo apne hi KHauf ka mahkum
jis ki aawaz mein tahakkum tha

wasl tera raha na raaz ki subh
dar-o-diwar par tabassum tha

mere sheron mein Dhal saka na kabhi
jo meri ruh mein tarannum tha

main payambar na tha magar mujh se
mah-o-KHurshid ko takallum tha

sab bahane the kucha-gardi ke
kaun teri talash mein gum tha

mera sahil na ban saka 'sahba'
meri fitrat mein jo talatum tha

(371) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Main Bahaaron Ke Rup Mein Gum Tha written by Sahba Akhtar at UrduPoint. Main Bahaaron Ke Rup Mein Gum Tha is one of the masterpieces written by Sahba Akhtar. You can also find the complete poetry collection of Sahba Akhtar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Sahba Akhtar' above.

Main Bahaaron Ke Rup Mein Gum Tha is a widely read Urdu Ghazal. If you like Main Bahaaron Ke Rup Mein Gum Tha, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.