Meri Manzil Bhi Aasman Mein Hai, Urdu Ghazal By Sahir Shevi

Meri Manzil Bhi Aasman Mein Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Sahir Shevi. Meri Manzil Bhi Aasman Mein Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Meri Manzil Bhi Aasman Mein Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

میری منزل بھی آسمان میں ہے

ساحر شیوی

میری منزل بھی آسمان میں ہے

اور دم بھی مری اڑان میں ہے

کوئی لیتا نہیں کرائے پر

جیسے آسیب اس مکان میں ہے

کوئی جلتا نہیں چراغ وہاں

روشنی پھر بھی اس مکان میں ہے

آگ دنیا کو یہ لگا دے گا

جو تعصب ترے بیان میں ہے

کر لیا رام سب کو اک پل میں

سحر ساحرؔ تری زبان میں ہے

ساحر شیوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Meri Manzil Bhi Aasman Mein Hai

Sahir Shevi

meri manzil bhi aasman mein hai
aur dam bhi meri uDan mein hai

koi leta nahin kirae par
jaise aaseb is makan mein hai

koi jalta nahin charagh wahan
raushni phir bhi us makan mein hai

aag duniya ko ye laga dega
jo tassub tere bayan mein hai

kar liya ram sab ko ek pal mein
sehr 'sahir' teri zaban mein hai

(534) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Meri Manzil Bhi Aasman Mein Hai written by Sahir Shevi at UrduPoint. Meri Manzil Bhi Aasman Mein Hai is one of the masterpieces written by Sahir Shevi. You can also find the complete poetry collection of Sahir Shevi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Sahir Shevi' above.

Meri Manzil Bhi Aasman Mein Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Meri Manzil Bhi Aasman Mein Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.