Ek Dard Sab Ke Dard Ka Mazhar Laga Mujhe, Urdu Ghazal By Sajjad Babar

Ek Dard Sab Ke Dard Ka Mazhar Laga Mujhe is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Sajjad Babar. Ek Dard Sab Ke Dard Ka Mazhar Laga Mujhe comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ek Dard Sab Ke Dard Ka Mazhar Laga Mujhe on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اک درد سب کے درد کا مظہر لگا مجھے

سجاد بابر

اک درد سب کے درد کا مظہر لگا مجھے

دریا سمندروں کا شناور لگا مجھے

مجھ کو خلا کے پار سے آتی ہے اک صدا

اے رہرو خیال ذرا پر لگا مجھے

یہ اور بات میں نے کھنگالا انہیں بہت

ان پانیوں سے ڈر ہے برابر لگا مجھے

زخمی افق دھوئیں کی کمند اونگھتے درخت

منظر کی زد میں آ کے بڑا ڈر لگا مجھے

وہ دن کہاں کہ اس کو سر شام دیکھ لوں

پچھلے پہر کا چاند مقدر لگا مجھے

اس کی جبیں پہ دیکھا تو سجادؔ کیا کہوں

دھبہ بھی روشنی کا سمندر لگا مجھے

سجاد بابر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ek Dard Sab Ke Dard Ka Mazhar Laga Mujhe

Sajjad Babar

ek dard sab ke dard ka mazhar laga mujhe
dariya samundaron ka shanawar laga mujhe

mujh ko KHala ke par se aati hai ek sada
ai rahraw-e-KHayal zara par laga mujhe

ye aur baat main ne khangala inhen bahut
in paniyon se Dar hai barabar laga mujhe

zaKHmi ufuq dhuen ki kamand unghte daraKHt
manzar ki zad mein aa ke baDa Dar laga mujhe

wo din kahan ki us ko sar-e-sham dekh lun
pichhle pahar ka chand muqaddar laga mujhe

us ki jabin pe dekha to 'sajjad' kya kahun
dhabba bhi raushni ka samundar laga mujhe

(457) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ek Dard Sab Ke Dard Ka Mazhar Laga Mujhe written by Sajjad Babar at UrduPoint. Ek Dard Sab Ke Dard Ka Mazhar Laga Mujhe is one of the masterpieces written by Sajjad Babar. You can also find the complete poetry collection of Sajjad Babar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Sajjad Babar' above.

Ek Dard Sab Ke Dard Ka Mazhar Laga Mujhe is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ek Dard Sab Ke Dard Ka Mazhar Laga Mujhe, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.