Us Ek Dar Ko Bhi Diwar Kar Ke Aaya Hun, Urdu Ghazal By Salahuddin Ayyub

Us Ek Dar Ko Bhi Diwar Kar Ke Aaya Hun is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Salahuddin Ayyub. Us Ek Dar Ko Bhi Diwar Kar Ke Aaya Hun comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Us Ek Dar Ko Bhi Diwar Kar Ke Aaya Hun on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اس ایک در کو بھی دیوار کر کے آیا ہوں

صلاح الدین ایوب

اس ایک در کو بھی دیوار کر کے آیا ہوں

میں اپنے آپ سے انکار کر کے آیا ہوں

مجھے خبر ہے کہ یہ پیاس مار ڈالے گی

مگر میں آب کو دشوار کر کے آیا ہوں

بچا بچا کے رکھا تھا جسے زمانے سے

وہ گنبد آج میں مسمار کر کے آیا ہوں

مبادا خواب بکھرنا محال ہو جائے

میں خود کو نیند سے بیدار کر کے آیا ہوں

نہ تیرتی تھی نہ جو ڈوبتی تھی مدت سے

حوالے کشتی کو منجدھار کر کے آیا ہوں

مرا قصور بس اتنا ہی سا تو ہے ایوبؔ

کہ ڈوبتے کو میں اس پار کر کے آیا ہوں

صلاح الدین ایوب

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Us Ek Dar Ko Bhi Diwar Kar Ke Aaya Hun

Salahuddin Ayyub

us ek dar ko bhi diwar kar ke aaya hun
main apne aap se inkar kar ke aaya hun

mujhe KHabar hai ki ye pyas mar Dalegi
magar main aab ko dushwar kar ke aaya hun

bacha bacha ke rakha tha jise zamane se
wo gumbad aaj main mismar kar ke aaya hun

mubaada KHwab bikharna muhaal ho jae
main KHud ko nind se bedar kar ke aaya hun

na tairti thi na jo Dubti thi muddat se
hawale kashti ko manjdhaar kar ke aaya hun

mera qusur bas itna hi sa to hai 'ayyub'
ki Dubte ko main us par kar ke aaya hun

(448) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Us Ek Dar Ko Bhi Diwar Kar Ke Aaya Hun written by Salahuddin Ayyub at UrduPoint. Us Ek Dar Ko Bhi Diwar Kar Ke Aaya Hun is one of the masterpieces written by Salahuddin Ayyub. You can also find the complete poetry collection of Salahuddin Ayyub by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Salahuddin Ayyub' above.

Us Ek Dar Ko Bhi Diwar Kar Ke Aaya Hun is a widely read Urdu Ghazal. If you like Us Ek Dar Ko Bhi Diwar Kar Ke Aaya Hun, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.