Meri NazMein, Urdu Nazam By Samal Baloch

Meri NazMein is a famous Urdu Nazam written by a famous poet, Samal Baloch. Meri NazMein comes under the Sad, Heart Broken category of Urdu Nazam. You can read Meri NazMein on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

میری نظمیں

سمل بلوچ

ہم جو نا معلوم ازل اور

لامتناہی ابد کے بیچ میں ہوتے ہیں

ہم جو گزرنے والے ہیں

ہم کو باقی رہ جانے کی فکر بھی کیوں لاحق رہتی ہے

لوگ بھلا دیں گے اس ڈر سے

میری بھی کچھ نظمیں ہیں قرطاس پہ جو تحریر ہوئیں

لیکن یہ بھی جانتی ہوں میں

میری قبر کے کتبے پر بھی شاید

میرا نام نہ ہوگا

سمل بلوچ

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Meri NazMein

Samal Baloch

hum jo na-malum azal aur
la-mutanahi abad ke bich mein hote hain
hum jo guzarne wale hain
hum ko baqi rah jaane ki fikr bhi kyon lahaq rahti hai
log bhula denge is Dar se
meri bhi kuchh nazmen hain qirtas pe jo tahrir huin
lekin ye bhi jaanti hun main
meri qabr ke katbe par bhi shayad
mera nam na hoga

(241) ووٹ وصول ہوئے

You can read Meri NazMein written by Samal Baloch at UrduPoint. Meri NazMein is one of the masterpieces written by Samal Baloch. You can also find the complete poetry collection of Samal Baloch by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Samal Baloch' above.

Meri NazMein is a widely read Urdu Nazam. If you like Meri NazMein, you will also like to read other famous Urdu Nazam.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.